Tweets

Du blockerade @mangeshkarlata

Är du säker på att du vill visa dessa Tweets? Visning av Tweets kommer inte att häva blockeringen av @mangeshkarlata

  1. 2 okt.
    Ångra
  2. 2 okt.

    भारत के पूर्व प्रधानमंत्री भारतरत्न लाल बहादुर शास्त्री जी की आज जयंती है. मैं उनको विनम्र अभिवादन करती हूँ. उनकी पत्नी श्रीमती ललिता शास्त्री जी का लिखा ये एक गीत आप सबके लिए.

    Ångra
  3. 2 okt.

    नमस्कार. आज राष्ट्रपिता महात्मा गांधी जी की जयंती पे मैं उन्हें श्रद्धासुमन अर्पण करती हूँ.

    Ångra
  4. 1 okt.

    नमस्कार. महाकवी ग दि माडग़ुळकर यांची आज जयंती आहे. त्यांच्या गीत रामायणाने प्रसिद्धीचा कळस गाठला.माझे आणि त्यांचे अतिशय जिव्हाळ्याचे संबंध होते.आम्ही शेज़ारी रहात होतो. या महाकवीना माझे विनम्र अभिवादन.

    Ångra
  5. 1 okt.

    Aaj meri behen Meena ki beti Mrs Rachana Shah ka janamdin hai. Wo ek lekhika hai aur gaayika bhi.Main usko aashirwad deti hun ki wo bahut acchi lekhika ban jaaye aur hamesha sukhi aur khush rahe. Apne bhai ke saath bachpan mein gaaya ye uska ek geet.

    Ångra
  6. 1 okt.

    Aaj mere bhai Majrooh Sultanpuri sahab ki 102 vi jaynti hai.Unhone mujhe apni behen jaise pyar diya. Ek baar jab main bimar hui thi tab Majrooh sahab roz aake mere saath baitha karte aur jo mera parhezi khana hota wohi mere saath khate.Unki yaad ko mera vinamra abhivadan.

    Ångra
  7. 1 okt.

    Namaskar. Aaj mere pita samaan S D Burman sahab ki jayanti hai. Wo kitne mahan sangeetkar the ye duniya jaanti hai. Aise mahan vyaktitva ko aur unke sangeet ko mere koti koti pranam.

    Ångra
  8. 30 sep.

    मेरे जनमदिन पे श्री तिरुमाला तिरुपति देवस्थानम् से प्रसाद आया, श्री मंगेश मंदिर गोवा, श्री साईबाबा मंदिर शिर्डी, श्री महालक्ष्मी मंदिर कोल्हापुर, श्री ज्योतिबा मंदिर कोल्हापुर, श्री स्वामी समर्थ मंदिर अक्कलकोट यहाँ मेरे लिए अभिषेक हुए, अजमेर शरीफ़ पे मेरे नाम से चद्दर चढ़ायी गयी

    Ångra
  9. 29 sep.
    Ångra
  10. 28 sep.

    Kuch saal pehle Vishal Bhardwaj ji ke sangeet mein ye gaana ek film ke liye record kiya tha, jise Gulzar sahab ne likha tha. Wo film baad mein bani nahi.. Vishal ji ki apni ek alag surili style hai, Aur Gulzar ji ke to kya kehne.

    Ångra
  11. 28 sep.

    Namaskar. Jinko milne ki bachpan se iccha thi,jinke saath gaane ki ichha thi,unse main kabhi mil nahi paayi wo the K. L. Saigal sahab. Mere janamdin mere bhatije Baiju ne mujhe ek surprise diya. Aap bhi suniye.

    Ångra
  12. 27 sep.

    Namaskar. Aaj mere raakhi bhai Yash Chopra ji ki jayanti hai.Unki har film mein wo chahte the merehi gaane ho, hamesha mujhe kehte the ki tum na mat karna.Mujhe unko sneh tha.Aaj unki bahut yaad aarahi hai. Main unko koti koti pranam karti hun.

    Ångra
  13. 26 sep.

    Mahan gayak aur sangeetkar Hemant Kumar ji ki aaj punyatithi hai. Wo acche gayak to the hi par unka sangeet bhi bahut surila tha. Main unki yaad ko vinamra abhivadan karti hun. Unke sangeet mein gaaya ek geet aap sabke liye.

    Ångra
  14. 26 sep.

    Namaskar. Aaj atyant lokpriya abhineta , lekhak, nirdeshak aur nirmaata Dev Anand sahab ki jayanti hai.Main unki yaad ko naman karti hun.

    Ångra
  15. 25 sep.

    Pratibhashali gayak,bahut acche swabhav ke vyakti S. P. Balasubrahmanyam ji ki aaj punyatithi hai. Maine unke saath Hindi,Tamil ,Telugu bhashaao’n mein gaane gaaye, unke saath gaane mein bahut anand aata tha.Main unko vinamra shraddhanjali arpan karti hun.

    Ångra
  16. 25 sep.
    Ångra
  17. 21 sep.

    Namaskar. Pratibhashali gayak evam sangeetkar Pandit Jitendra Abhisheki ki aaj jayanti hai. Jitendra ne natyasangeet mein jo prayog kiye the wo bahut sundar the. Main usko aur uske sangeet ko vinamra abhivadan karti hun.

    Ångra
  18. 19 sep.

    Pratibhashali sangeetkar Datta Davjekar ji ki aaj punyatithi hai.Main Datta ji ke saath Master Vinayak ji ki company mein 1943 se kaam karti thi.Maine pehla hindi playback Datta ji ke sangeet mein gaaya.Main unki yaad ko vinamra abhivadan karti hun.

    Ångra
  19. 18 sep.
    Ångra
  20. 18 sep.

    Aaj se 90 saal pehle 18 September 1931 ko mere pitaji ke “Balwant Sangeet Mandali” ke liye Veer Savarkar ji ne ek natak likha jiska naam tha “Sanyast Khadg”,uska pehla prayog Mumbai mein Grant Road ke Elphinstone Theatre mein hua Jis mein baba ne “Sulochana” ki bhumika ki thi.

    Ångra

Hämtningen verkar ta ett tag

Twitter kan vara överbelastat eller ha tillfälliga problem. Försök igen eller besök Twitter Status om du vill ha mer information.

    Du kanske också gillar

    ·