- published: 13 May 2015
- views: 287
An abugida /ˌɑːbuːˈɡiːdə/ (from Ge‘ez አቡጊዳ ’äbugida), also called an alphasyllabary, is a segmental writing system in which consonant–vowel sequences are written as a unit: each unit is based on a consonant letter, and vowel notation is obligatory but secondary. This contrasts with a full alphabet, in which vowels have status equal to consonants, and with an abjad, in which vowel marking is absent or optional. (In less formal treatments, all three systems are commonly called alphabets.) Abugidas include the extensive Brahmic family of scripts of South and Southeast Asia.
The term abugida was suggested by Peter T. Daniels in his 1990 typology of writing systems. It is an Ethiopian name of the Ge‘ez script, ’ä bu gi da, taken from four letters of that script the way abecedary derives from Latin a be ce de. As Daniels used the word, an abugida contrasts with a syllabary, where letters with shared consonants or vowels show no particular resemblance to each another, and with an alphabet proper, where independent letters are used to denote both consonants and vowels. The term alphasyllabary was suggested for the Indic scripts in 1997 by William Bright, following South Asian linguistic usage, to convey the idea that "they share features of both alphabet and syllabary".
(Raaton Raat Tara Koi, Chand Ya Sitara Koi
Gire To Utha Lena, O Suniyon Re
Tara Chamkila Hoga, Chand Sharmila Hoga
Nath(Nose) Mein Laga Lena) 2
Zara Si Sawwari Hai Woh
Zara Si Baawri Hai Woh
Woh Surme Ki Tarah Meri
Aankhon Mein Hi Rehti Hai
Subah Ke Khawab Se Udai Hai
Palkon Ke Neeche Chupai Hai
Mano Na Mano Tum
Sote Sote Khawabon Mein Bhi Khawab Dikhati Hai
Mano Na Mano Tum
Pari Hai Woh Pari Ki Kahaniyan Sunati Hai
(Khuda Ya Kaire) 4
Raaton Raat Tara Koi, Chand Ya Sitara Koi
Gire To Utha Lena, O Suniyon Re
Tara Chamkila Hoga, Chand Sharmila Hoga
Nath(Nose) Mein Laga Lena
Tu Hawa Mein Zameen, Tu Jahan Mein Wohin
Jab Ude Mujhe Le Ke Kyon Udti Nahi
Tu Ghata Mein Zameen, Tu Kahin Mein Kahin
Kyon Kabhi Mujhe Le Ke Kyon Barasti Nahi
Zara Sa Sawwara Hai Woh
Zara Sa Bawwara Hai Woh
Woh Surme Ki Tarah Meri
Aankhon Mein Hi Rehti Hai
Subah Ke Khawab Se Udai Hai
Palkon Ke Neeche Chupai Hai
Mano Na Mano Tum
Sote Sote Khawabon Mein Bhi Khawab Dikhati Hai
Mano Na Mano Tum
Pari Hai Woh Pari Ki Kahaniyan Sunati Hai
(Khuda Ya Kaire) 4
Jab Dannt Mein Ungli Dabaye
Ya Ungli Pe Lat Liptaye
Badal Yeh Nichadta Jaye, Hooo
Kuch Kar Ke Woh Baat Ko Taale
Jab Maathe Pe Woh Bal Dale
Amber Yeh Sukhata Jaye, Hooo
Woh Jab Nakum Kutarti Hai
To Chanda Ghatne Lagta Hai
Woh Pani Per Kadam Rakhe
Sagar Bhi Hat Jata Hai
Subah Ke Khawab Se Udai Hai
Palkon Ke Neeche Chupai Hai
Mano Na Mano Tum
Sote Sote Khawabon Mein Bhi Khawab Dikhati Hai
Mano Na Mano Tum
Pari Hai Woh Pari Ki Kahaniyan Sunati Hai
(Khuda Ya Kaire) 8