Waris-e-Ilm-e-Nabi, Ya Hussain ibn-e-Ali - Noha 2009 - Shabbir and Abbas Tejani
Noha Write-up... (Hussain ya hussain) x4 Kullu yawmin ashura, kullu ardin karbala (Hussain ya hussain) x2 Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali (Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2 1. Dasht karbal me tera, laash teeron pe para, Rorahi thi ye zami(n), aasma(n) rota raha Haaye madar wo teri, bayn ye karti rahi, Ay mere pyaare hussain, god me aawo zara Sarakhat fatematah, al Hussainun qatalah, yarqudu alas-seham, waa Habibi waladi (Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2 2. Tere asghar ka gala, tere akbar ka jigar, Bhaayi abbas ke gham, me teri tutti kamar, Aur paamal badan, ran me qasim ka huwa Eik din me hi luta, karbala me tera ghar DhubiHoo kullu baneen, tasjudu anta jabeen, tashkuru khaaliqaka, ya ilaaha al-azali (Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2 3. Ran me talwar bina aaye abaase ali, Har taraf hamla huwa, mashke paani bhi chidi, Ankh me teer laga aur paywast huwa, Dono bazu ko kata, ke gira asbe jari Wa huwa kullu al-wafa, yasrukhu bar wa samaa, saqat Abbas jari, min Hisaanin khashbi (Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2 4. Haaye besheer tera, bezaba(n) qatl huwa, Pyaas ke badl jisse, zulm ka teer mila Alqama roti rahi, larzi karbal ki zami(n) Tumne jab uska lahu, apne chehre pe mala Wa baka nahrul furaat, raahat min jismi hayaat, inda waslis sahami, ala Hulqoom iz-zaki <b>...</b>