Aamir Hussain Khan (pronounced [ˈaːmɪr ˈxaːn]) (born 14 March 1965) is an Indian film actor, director and producer who has established himself as one of the leading actors of Hindi cinema.
Starting his career as a child actor in his uncle Nasir Hussain's film Yaadon Ki Baaraat (1973), Khan began his professional career eleven years later with Holi (1984) and had his first commercial success with Qayamat Se Qayamat Tak (1988). He received his first National Film Award as a Special Jury Award for his roles in the films Qayamat Se Qayamat Tak (1988) and Raakh (1989). After eight previous nominations during the 1980s and 1990s, Khan received his first Filmfare Award for Best Actor for his performance in the major grosser Raja Hindustani (1996) and later earned his second Best Actor award for his performance in the Academy Award-nominated Lagaan, which also marked the debut of his own production company.
Following a four-year break from acting, Khan made his comeback playing the title role in the historical Mangal Pandey: The Rising (2005), and later won a Filmfare Critics Award for Best Actor for his role in Rang De Basanti (2006). The following year, he made his directorial debut with Taare Zameen Par, for which he received a Filmfare Award for Best Director. This was followed by Ghajini (2008), which became the highest grossing film of that year, and 3 Idiots (2009), which became the highest-grossing Bollywood film of all-time, unadjusted for inflation. The Government of India honoured him with the Padma Shri in 2003 and the Padma Bhushan in 2010 for his contributions towards the arts.
Hai Liye Hathiyaar Dushman Taak Mein Baitha Udhar
Aur Hum Taiyyaar Hain Seena Liye Apna Idhar
Khoon Se Khelenge Holi Gar Vatan Muskhil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamaare Dil Mein Hai
Haath Jin Mein Ho Junoon Katt Te Nahi Talvaar Se
Sar Jo Uth Jaate Hain Voh Jhukte Nahi Lalkaar Se
Haath Jin Mein Ho Junoon Katt Te Nahi Talvaar Se
Sar Jo Uth Jaate Hain Voh Jhukte Nahi Lalkaar Se
Aur Bhadkega Jo Shola Sa Humaare Dil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamaare Dil Mein Hai
Hum To Ghar Se Nikle Hi The Baandhkar Sar Pe Qafan
Chaahatein Liin Bhar Liye Lo Bhar Chale Hain Ye Qadam
Zindagi To Apni Mehmaan Maut Ki Mehfil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamaare Dil Mein Hai
Dil Mein Tuufaanon Ki Toli Aur Nason Mein Inquilaab
Hosh Dushman Ke Udaa Denge Humein Roko Na Aa
Duur Reh Paaye Jo Humse Dam Kahaan Manzil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamaare Dil Mein Hai 2
Arz Hai, Dawa Bhi Kaam Na Aaye, Koi Dua Na Lage
Mere Khuda Kisi Ko, Pyar Ki Hawa Na Lage
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane, Kyun Yeh Ghabraye
Dard E Dil, Jaane Na, Paas Maein Jitna Aaun
Utni Door Yeh Jaaye, Jaaye, Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye...
Rang Na Dekhe, Roop Na Dekhe,
Yeh Jawaani Ki, Dhoop Na Dekhe
Arz Hai, Kuch Majnu Bane, Kuch Raanjha Bane
Kuch Romeo, Kuch Farhad Hue
Is Rang Roop Ki Chaahat Mein, Jaane Kitne Barbaad Hue, Vo Dekho
Ishq Mein Iske, Baanvri Hoon Mein
Yeh Bhala Hai To, Kya Buri Hoon Mein
Yeh Ladka, Hai Phir Bhi, Jaane Kyun Sharmaaye,
Jaane Kyun Sharmaaye, Haan Sharmaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye...
Jaanti Hoon Mein, Yeh Tadapta Hai
Pyar Mein Iska, Dil Dhadakta Hai
Jise Dekho Dil Ki Dhuni Ramata Hai
Are Yeh Mandir Nahin Hai, Shivala Nahin Hai
Haseenon Se Kehdo Kahin Aur Jayen
Mera Dil Hai Dil, Koi Dharamshala Nahin Hai
Yeh Akele Mein, Aah Bharta Hai
Phir Bhi Kehne Se, Yeh Kyun Darta Hai
Sach Kuchh Bhi, Bole Na, Jhoothi Baat Banaaye
Jhoothi Baat Banaaye, Haan Banaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye...
Phool Khilte Hain, Bahaaron Ka Sama Hota Hai
Aise Mausam Mein Hi To, Pyar Jawaan Hota Hai
Dil Ki Baaton Ko, Hothon Se Nahin Kehte
Yeh Fasaana To, Nigaahon Se Bayaan Hota Hai
Holi Ho Hey...
Holi Aayi Rang Phut Pade
Yeh Chalak Chalak
Woh Dhalak Dhalak
Phir Baaje Ghungru Dhol Bade Yeh
Yeh Chalak Chalak
Woh Dhamak Dhamak
Sab Nikle Hain Pee Peeke Ghade
Yeh Lapak Lapak
Woh Dhumak Dhumak
Cham Cham Naache Pariyo Ki Dhunein
Yeh Thirak Thirak
Woh Matak Matak
Yeh Chalak Chalak
Woh Dhalak Dhalak
Yeh Chalak Chalak
Woh Dhamak Dhamak
Yeh Lapak Lapak
Woh Dhumak Dhumak
Yeh Thirak Thirak
Woh Matak Matak
Hey...
Haa Haa Haa Ha...
Ho ...
(Dekho Aayi Holi Rang Layi Holi
Chali Picthkari Uda Hain Gulaal
Banke Hain Ghata Mann Jhum Utha
Rang Chalke Hain Neele Hare Laal) 2
Rang Reli Mein Rang Khelungi
Rang Jaaungi
Rang Gehre Hain
Abke Saal
Ab Hamein Koi Rokey Nahi
Ab Hamein Koi Tokey Nahi
Ab Hone Do Ho Jo Bhi Haal
Dekho Aayi Holi Rang Layi Holi
Chali Picthkari Uda Hain Gulaal
Banke Hain Ghata Mann Jhum Utha
Rang Chalke Hain Neele Hare Laal
Ho O ...
Bheegi Choli Chunari Bhi Geeli Hui
Sajnaji Dekho Main Neeli Hui
Thodi Thodi Tu Jo Nashili Hui
Patli Kamar Lachkili Hui
Mann Kyon Na Behke
Tan Kyon Na Dehke
Tum Reh Reh Ke
Mat Pheko Yeh Nazaron Ka Jaal
Ab Hamein Koi Rokey Nahi
Ab Hamein Koi Tokey Nahi
Ab Hone Do Ho Jo Bhi Haal
Dekho Aayi Holi Rang Layi Holi
Aaj Hua Ek Sa Kamaal
Rang Aaise Ude Dekhane Mein Lage
Koi Range Hawao Ke Baal
(Chandi Ki Thaal Se Leke Gulaal
Ab Radha Se Khelenge Holi Murari
Radha Bhi Natkhat Hain
Palti Woh Jhatpat Hain
Maari Kanhaiyaa Ko Hain Pitchkaari) 2
Dekhane Wale Toh Dang Hue Hain
Ke Holi Mein Dono Ho Sang Hue Hai
Toh Radha Kanha Ek Rang Hue Hain
Kaun Hain Radha Kaun Hain Kanha
Kaun Yeh Samjha Kaun Yeh Jaana
Ho O O ...
Holi Mein Jo Sajni Se Nayan Lade
Thaami Hain Kalaai Ke Baat Badhe
Teer Se Jaise Mere Mann Mein Gade
Teri Yeh Nazariya Jo Mujhpe Pade
Jo Yeh Raas Rache
Jo Yeh Dhoom Mache
Koi Kaise Bache
Hamse Pootcho Na
Tum Yeh Sawaal
Ab Hamein Koi Rokey Nahi
Ab Hamein Koi Tokey Nahi
Ab Hone Do Ho Jo Bhi Haal
(Dekho Aayi Holi Rang Layi Holi
Chali Picthkari Uda Hain Gulaal
Banke Hain Ghata Mann Jhum Utha
Rang Chalke Hain Neele Hare Laal) 2
Ab Hamein Koi Rokey Nahi
Ab Hamein Koi Tokey Nahi
Ab Hone Do Ho Jo Bhi Haal
Dekho Aayi Holi Rang Layi Holi
Chali Picthkari Uda Hain Gulaal
Banke Hain Ghata Mann Jhum Utha
Rang Chalke Hain Neele Hare Laal
Aaye ...
Holi Holi....
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tere Dil Mein Meri Saanson Ko Panaah Mil Jaaye
Tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye
Jitne Paas Hain Khushbu Saans Ke
Jitne Paas Hothon Ke Sargam
Jaise Saath Hain Karvat Yaad Ke
Jaise Saath Baahon Ke Sangam
Jitne Paas Paas Khwaabon Ke Nazar
Utni Paas Tu Rehna Humsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Rone De Aaj Hamko Do Aankhen Sujaane De
Baahon Mein Lene De Aur Khud Ko Bheeg Jaane De
Hain Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Choot Jaayega
Hain Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jaayega
Jitne Paas Paas Dhadkan Ke Hain Raaz
Jitne Paas Bundon Ke Baadal
Jaise Saath Saath Chanda Ke Hain Raat
Jitne Paas Nainon Ke Kaajal
Jitne Paas Paas Saagar Ke Lehar
Utne Paas Tu Rehna Humsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Adhoori Saans Thi Dhadkan Adhoori Thi Adhooren Hum
Magar Ab Chaand Poora Hain Falak Pe Aur Ab Pooren Hain Ham
chanda chamke cham cham cheekay chokhana chor
cheeti chatay cheeni chatori cheeni khor
chanda chamke cham cham cheekay chokhana chor
cheeti chatay cheeni chatori cheeni khor
kitna mushkil ye gaana
zara ga ke dikhana
chanda cheeni chamkay chatay chokhana cheekay chor
chanda chamke cham cham cheekay chokana chor
cheeti chatay cheeni chatori cheeni khor
kharak singh ke kharknay se kharkti hain khirkiyan
khirkyon ke kharknay se kharkta hai kharak singh
kharak singh ke kharknay se kharkti hain khirkiyan
khirkyon ke kharknay se kharkta hai kharak singh
kitna mushkil ye gaana
zara ga ke dikhana
kharak kharak ke kharke khirki kaharak singh ka kaharkay zor
chanda chamke cham cham cheekay chokhana chor
cheeti chatay cheeni chatori cheeni khor
chanda chamke cham cham cheekay chokhana chor
cheeti chatay cheeni chatori cheeni khor
pakay pair per paka papeeta paka pair ya paka papeeta
pakay pair ko pakray pinku pinku pakray paka papeeta bolo...
pakay pair per paka papeeta pakra pinki papee ka kapra... kapra
pakay pair per paka papeeta paka pair ya paka papeeta
pakay pair ko pakray pinku pinku pakray paka papeeta
kitna mushkil ye gaana
zara ga ke dikhana
pakay pair ko pakray pinku
pinku pakray paka papeeta
chanda chamke cham cham cheekay chokhana chor
cheeti chatay cheeni chatori cheeni khor
chanda chamke cham cham cheekay chokhana chor
cheeti chatay cheeni chatori cheeni khor
kitna mushkil ye gaana
zara ga ke dikhana
chanda cheeni chamke chatay chokhna cheekay chor
chanda chamke cham cham cheekay chokhana chor
cheeti chatay cheeni chatori cheeni khor
Aey, Kya Bolti Tu
Aey, Kya Mein Bolun
Sun,
Suna,
Aati Kya Khandala
Kya, Karoon, Aake Mein Khandala,
Arey Ghoomenge Phirenge Nachenge Gaaenge
Aish Karenge Aur Kya
Aey, Kya Bolti Tu
Aey, Kya Mein Bolun
Barsaat Ka Season Hai Khandala Jaake Kya Karna
Barsaat Ke Season Mein Hi To Mazaa Hai Meri Maina
Bheegungi Mein Sardi Khaansi Ho Jayegi Mujhko
Chhata Leke Jayenge Paagal Samjhi Kya Mujhko
Kya Karoon Samajh Mein Aaye Na
Kya Kahoon Tujhse Mein Jaanu Na
Arey Itna Tu Kyun Soche
Mein Aage Tu Peeche
Bas Ab Nikalte Hain, Aur Kya
Aey, Kya Bolti Tu
Aey, Kya Mein Bolun
Lonavle Mein Chikki Khaenge
Waterfall Pe Jayenge
Khandala Ke Ghat Ke Ooper
Photu Kheechke Aaenge
Haan Bhi Karta Naa Bhi Karta
Dil Mera Deewana
Dil Bhi Sala Party Badle
Kaisa Hai Jamana
Phone Laga Tu Apne Dil Ko Jara
Pooch Le Aakhir Hai Kya Majra
Arey Pal Mein Phisalta Hai
Pal Mein Sambhalta Hai
Confuse Karta Hai, Bas Kya
Aey, Kya Bolti Tu
Aey, Kya Mein Bolun
Sun,
Suna,
Aati Kya Khandala
Kya, Karoon, Aake Mein Khandala,
Arey Ghoomenge Phirenge Nachenge Gaaenge
Aish Karenge Aur Kya