Ankara (Turkish pronunciation: [ˈan.ka.ɾa]; historically known as Angora) is the capital of Turkey and the country's second largest city after Istanbul. The city has a mean elevation of 938 metres (3,077 ft), and as of 2010 the metropolitan area in the entire Ankara Province had a population of 4.4 million.
Centrally located in Anatolia, Ankara is an important commercial and industrial city. It is the center of the Turkish Government, and houses all foreign embassies. It is an important crossroads of trade, strategically located at the centre of Turkey's highway and railway networks, and serves as the marketing centre for the surrounding agricultural area. The city was famous for its long-haired Angora goat and its prized wool (mohair), a unique breed of cat (Angora cat), Angora rabbits and their prized wool (Angora wool), pears, honey, and the region's muscat grapes.
The historical center of Ankara is situated upon a rocky hill, which rises 150 m (492 ft) above the plain on the left bank of the Ankara Çayı, a tributary of the Sakarya (Sangarius) river. The city is located at 39°52'30" North, 32°52' East (39°52′30″N 32°50′00″E / 39.875°N 32.8333°E / 39.875; 32.8333Coordinates: 39°52′30″N 32°50′00″E / 39.875°N 32.8333°E / 39.875; 32.8333), about 450 km (280 mi) to the southeast of Istanbul, the country's largest city. Although situated in one of the driest places of Turkey and surrounded mostly by steppe vegetation except for the forested areas on the southern periphery, Ankara can be considered a green city in terms of green areas per inhabitant, which is 72 m2 per head.
Yeh Kiski Hai Aahat, Yeh Kiska Hai Saaya
Hui Dil Mein Dastak Yahan Kaun Aaya
Hum Pe Yeh Kisne Hara Rang Daala
Oh, Hum Pe Yeh Kisne Hara Rang Daala
Khushi Ne Hamaari Hamein Maar Daala, Oh Maar Daala
Maar Daala, Haan Maar Daala
Hum Pe Yeh Kisne Hara Rang Daala
Khushi Ne Hamaari Hamein Maar Daala
Hamein Maar Daala, Hamein Maar Daala, Hamein
Maar Daala, Maar Daala, Maar Daala, Maar Daala
(Allah, Allah, Allah)
Na Chaand Hatheli Par Sajaaya
Na Taaron Se Koi Bhi Rishta Banaaya
Na Rab Se Bhi Koi Shikaayat Ki
Na Rab Se Bhi Koi Shikaayat Ki
Har Gham Ko Humne Chhupaaya
Har Sitam Ko Haske Uthaaya
Kaanton Ko Bhi Gale Se Lagaaya
Aur Phoolon Se Zakhm Khaaya
Haan Magar Dua Mein Jab Yeh Haath Uthaaya
Oh Haan Magar Dua Mein Jab Yeh Haath Uthaaya
Khuda Se Dua Mein Tumhein Maang Daala, Oh Maang Daala
Allah, Maang Daala, Allah, Maang Daala, Oh
(Hum Pe Yeh Kisne Hara Rang Daala
Khushi Ne Hamaari Hamein Maar Daala)
Hamein Maar Daala, Hamein Maar Daala, Hamein
Maar Daala, Maar Daala, Maar Daala, Maar Daala
(Allah, Allah, Allah)
Maar Daala, Oh Maar Daala, Maar Daala Ho Maar Daala
Maar Daala, Maar Daala, Maar Daala, Maar Daala
(Yeh Kiski Hai Aahat, Yeh Kiska Hai Saaya
Hui Dil Mein Dastak, Yahan Kaun Aaya)
Hey Eh, Eh Eh Eh
Mm Mm Mm Mm Mm, Mm Mm Mm Mm Mm Mm
Hello Baby Hi
Tu Bahut Hai Cute, Mera Heart Gayi Tu Loot
Dekho Sach Hai Nahi Yeh Jhoot, We Are Same Same But Different
(We Are Same Same But Different 3 We Are) 2
I Am Jasmine Call Me Jammy
Shankar Pakka Hindustani
Nice To Meet U, Thanks A Lot
You Are Welcome, Mention Not
Swagatah?? Salaam 2
??, Hello Baby Hi, ?? ?? Samajh Gaya
I Am Indian Paris ??, You Are Asian ??
Take It Easy Le Lo Light, We Are Same Same But Different
(We Are Same Same But Different 3 We Are) 2
Na Tu Bole Meri Jubaan, Na Main Bolu Teri Jubaan
Main Jaanu Itna Pehchaanu Itna
?? Butter Naan
?? Daal Fry
?? Garam Garam Garam Chaai
Main Kulfi To Chokobaar, Main Bidi Tu Cigaar
Main Hoon Bakshi Tu Gulzaar, We Are Same Same But Different
(We Are Same Same But Different 3 We Are) 2
Thoda Aage Tu Chale, Thoda Aage Main Badhu
Jo Thodi Koshish Ho Teri, Thodi Mehnat Ho Meri
Toh Main Bolu Teri Jubaan, Tu Bhi Bole Meri Jubaan
Main Jaanu Itna Pehchaanu Itna
Yeh Dance Hamaara Same Same, Romance Hamaara Same Same
Yeh Sapna Apna Same Same, Same Same Same Same
Yeh Dil Ki Beating Same Same, Yeh Mann Ki Meeting Same Same
Yeh Sapna Apna Same Same, Same Same Same Same
Hai Cool Hamaari Style, 220 Volt Ki Smile
Sang Chalenge Every Mile, We Are Same Same, Naught Friend
(We Are Same Same No Different 3 We Are) 2
(Main Waha Jaha Pe Tu Hai, Mera Ishq To Junoon Hai
O Jaana.. O Jaana..) 2
Har Waqt Tu Hi Tu Hai, Har Sinth Tu Hi Tu Hia
O Jaana..
Tum Saath Mere Hardam, Chaahe Kahi Bhi Hu
O Jaana..
Main Waha Jaha Pe Tu Hai, Mera Ishq To Junoon Hai
O Jaana..
Din Raat Sochta Hoon, Tujhe Itna Pyaar Main Du
Jo Kbhi Utar Na Paaye, Tujhe Wo Khumar Main Doon
Mujhe Aise Tu Kuch Mila Hai, Jaise Ke Koi Dua Hai
Tujhpe Koi Aanch Aaye To Main Khud Ko Bhi Jalaalu
(Har Din Mujhhi Me Tu Hai, Har Shab Mujhe Me Tu Hai) 2
O Jaan..
Main Waha Jaha Pe Tu Hai, Mera Ishq To Junoon Hai
O Jaana.. O Jaana..
Har Pal Tujhe Sambhalu, Tere Saare Gham Uthalu
Mera Dil To Yehi Chaahe, Tujhe Rooh Mein Saja Loon
Tera Aks Noor Sa Hai, Tu Ek Suroor Sa Hai
Dil Kash Teri Ada Ka, Har Lamha Mein Churalu
(Har Dam Khudi Mein Tu Hai, Meri Bekhudi Mein Tu Hai) 2
O Jaana..
Main Waha Jaha Pe Tu Hai, Mera Ishq To Junoon Hai
O Jaana.. O Jaana..
Ho Ho Ho.. Oo..
Mujhe Jindagi Se Muhabbat Bahot Thi
Shikaayat Ko Majbur Hoon Abb
Ghumon Ki Yeh Lapate Uthi Iss Tarah Se
Ki Inamein Jala Ja Raha Sab
Main Tinake Ke Jaise Uda Ja Raha Hoon
Chali Waqt Ki Aandhiyaan
Jahaan Dekhata Hoon Najar Aa Rahi Hai
Mujhe Sirf Barbaadiyaan
Barbaadiyaan Barbaadiyaan
Samandar Mein Duba Huwa Shaqs Hoon Main
Kinaare Bahot Dur Hai
Main Woh Shaqs Tha Chaand Ki Sochata Tha
Sitaarein Bahot Dur Hain
Main Kaanton Pe Chal Toh Raha Hoon
Magar Meri Aadat Mein Shaamil Nahi Yeh
Jo Manjil Najar Aa Rahi Mujhako Aaj
Haan Sach Puchho Manjil Nahi Yeh
Main Tinake Ke Jaise Uda Ja Raha Hoon
Chali Waqt Ki Aandhiyaan
Jahaan Dekhata Hoon Najar Aa Rahi Hai
Mujhe Sirf Barbaadiyaan
Barbaadiyaan Barbaadiyaan
Main Iss Bebasi Pe Hasu Ya Main Rou
Yeh Aasaan Nahi Faisala
Main Unchaaio Se Gira Aur Girunga
Shuru Ho Chuka Silsila
Haan Kismat Ki Baton Pe Kudart Ke Kisso Pe
Abb Toh Yakin Aa Raha
Haan Jo Waqt Hai Meri Kismat Mein Likha
Wahin Waqt Le Ja Raha
Main Tinake Ke Jaise Uda Ja Raha Hoon
Chali Waqt Ki Aandhiyaan
Jahaan Dekhata Hoon Najar Aa Rahi Hai
Mujhe Sirf Barbaadiyaan
Barbaadiyaan Barbaadiyaan
(Hey Woh Dil Hawa Hue Pyaare, Kya Bola Re
Dil Leke Dil Kho Diya Re, Sahi Bola Re
Ab To Daulat Bina, Thodi Shaurat Bina
Sauda Dil Ka Dil Se Na Re, Aisa Kya
Sahi Bola Re, Sahi Bola Re
Tu Samjha Kya Bhai Jo Bola Re) 2
Chehre Pe Nazar Rukti Thi
Nigahein Sharam Se Jhukti Thi
Aanhein Honthon Se Uthti Thi
Mohabbat Aise Hi Palti Thi
Hey Woh Dil Hawa Hue Pyaare, Kya Bola Re
Dil Leke Dil Kho Diya Re, Sahi Bola Re
Ab To Daulat Bina, Thodi Shaurat Bina
Sauda Dil Ka Dil Se Na Re, Aisa Kya
Sahi Bola Re, Sahi Bola Re
Tu Samjha Kya Bhai Jo Bola Re
Woh Majnu Mitt Gaya Sehra, Haye
Woh Ranjha Ja Dooba Dariya Mein
Mila Na Yaar Unko Jahan Mein
Magar Woh Marr Gaye Hain Wafa Mein
Hey Woh Dil Hawa Hue Pyaare, Kya Bola Re
Dil Leke Dil Kho Diya Re, Sahi Bola Re
Ab To Daulat Bina, Thodi Shaurat Bina
Sauda Dil Ka Dil Se Na Re, Aisa Kya
Sahi Bola Re, Sahi Bola Re
Tu Samjha Kya Bhai Jo Bola Re
Tu Bhi Pyaar Pe Na Rona
Chamakna Jaise Chaandi Sona
Vaada Chaand Taaron Ka Dena
Phir To Jhoomegi Har Haseena
Hey Woh Dil Hawa Hue Pyaare, Kya Bola Re
Dil Leke Dil Kho Diya Re, Sahi Bola Re
Ab To Daulat Bina, Thodi Shaurat Bina
Sauda Dil Ka Dil Se Na Re, Aisa Kya
(Sahi Bola Re, Sahi Bola Re
Tu Samjha Kya Bhai Jo Bola Re) 2
Ki Saumjha
Maine Dil Se Kaha, Dhoond Laana Khushi
Nasamajh Laya Gum, To Yeh Gum Hi Sahi
Maine Dil Se Kaha, Dhoond Laana Khushi
Nasamajh Laya Gum, To Yeh Gum Hi Sahi
Maine Dil Se Kaha Dhoond Laana Khushi
Bechaara Kahan Jaanta Tha
Khalish Hai Yeh Kya Khala Hai
Shehar Bhar Ki Khushi Se
Yeh Dard Mera Bhala Hai
Jashna Yeh Raaz Na Aaye
Mazaa Toh Bas Gam Main Aaya Hai
Maine Dil Se Kaha, Dhoond Laana Khushi
Nasamajh Laya Gum, To Yeh Gum Hi Sahi
Kabhi Hai Ishq Ka Ujaala
Kabhi Hai Maut Ka Andhera
Bataao Kaun Bes Hoga
Main Jogi Banu Ya Lutera
Kayi Chehre Hai Is Dil Ke
Najaane Kaunsa Mera
Maine Dil Se Kaha Dhoond Laana Khushi
Nasamajh Laya Gum, To Yeh Gum Hi Sahi
Hazaaron Aaise Phaasle The
Jo Tai Karne Chale The
Raahe Magar Chal Padi Thi
Aur Peeche Hum Rah Gaye The
Kadam Do Chaar Chal Paaye
Kiye Phere Tere Mann Ke
Maine Dil Se Kaha, Dhoond Laana Khushi
Nasamajh Laya Gum, To Yeh Gum Hi Sahi
Maine Dil Se Kaha, Dhoond Laana Khushi
Nasamajh Laya Gum, To Yeh Gum Hi Sahi
Zameen Chod Bar Aasma
Baahon Mein Le, Parwah Na Kar
Nayi Dishayon Mein
Haan Ab Ye Kaafila, Falak Pe Jaayega
Safar Manzil Ka Ye, Jo Tai Kar Jaayega
Sunehre Haraf Mein, Woh Likha Jaayega
(Listen Carefully Move Your Feet) 3
Haathon Se Dol Tu, Humne To Tod Ke
Hawa Mein Chod Di, Apni Patang
Chaahon To Dekh Lo, Baadal Ko Cheer Ke
Ambar Pe Tairti, Apni Patang
Haan Ab Ye Raasta Ko Manzil Laayega
Bina Rukte Hue Jo Chalta Jaayega
Sunehre Haraf Mein Woh Likha Jaayega
(Listen Carefully Move Your Feet) 3
Ab Lahu Aur Bhi, Surakh Ban Ne Laga Hai
Ye Ubal Kar Nasso Mein, Raks Karne Laga Hai
Desh Ke Kaam Aaya, Ek Katra Lahu Bhi
Sau Baras Tak Hai Taza, Sau Baras Zinda Hai
Sau Baras Zinda Hai
Haan Ab Ye Dastaan Jahan Dohrayega
Shikhar Ki Ore Haath Jo Badta Jaayega
Sunehre Haraf Mein Woh Likha Jaayega
(Listen Carefully Move Your Feet) 3
Sh: Aa Aa Aa.., Aa Aa Aa.., Aa Aa Aa.., Aa Aa
Chorus: Aa Aa Aa Aa, Aa Aa Aa Aa, Aa Aa Aa Aa
Sh: ( Har Taraf, Har Jagah, Har Kahin Pe Hai
Haa N.. Usi Kaa Roop ) 3
Haa N Usi Kaa Roop
( Roshni Kaa Koi Dariyaa To Hai
Haa N Kahin Pe Zaroor ) 2
K: Roshni Kaa Koi Dariyaa To Hai
Haa N Kahin Pe Zaroor
K: (Aa Aa Aa.. K: Aa Aa Aa..) 2
K: Aa Aa Aa..
K, Ko: Taanaa Naa Naa Dhim Dhim
Taanaa Naa Dhum Dhum, (Tum Taa Num) 3, Taa
Sh: Ye Aasmaa N, Ye Zamin, Chaa Nd Aur Sooraj
Kyaa Banaa Sakaa Hai Kabhi Koi Bhi Kudrat 2
Koi To Hai Jiske Aage Hai Aadmi Majboor
K: Koi To Hai Jiske Aage Hai Aadmi Majboor
Sh: Har Taraf, Har Jagah, Har Kahin Pe Hai
Haa N.. Usi Kaa Roop
Choruss: Doom, Doom, Doom, Doom, Doom 2
Sh: Insaan Jab Koi Hai Raah Se Bha Tkaa
Isne Dikhaa Diyaa, Usko Sahi Rastaa 2
Koi To Hai Jo Kartaa Hai Mushkil Hamaari Door
K: Koi To Hai Jo Kartaa Hai Mushkil Hamaari Door
Sh: Har Taraf, Har Jagah, Har Kahin Pe Hai
Haa N.. Usi Kaa Roop
Roshni Kaa Koi Dariyaa To Hai
Haa N Kahin Pe Zaroor
( Kabhi Khushboo, Kabhi Jhonkaa, Kabhi Havaa Saa Lage
Judaa Hokar Bhi Tu Mujhse Judaa Judaa Saa Lage ) 2
Kabhi Khushboo, Kabhi Jhonkaa, Kabhi Havaa Saa Lage
Bas Yahi Sochkar Raaton Ko, Main Nahin Sotaa
Neend Aayee To Teraa Khvaab Chalaa Aayegaa
Phir Subah Jab Khulengi Aankhen Meri..
Tu Bhi Subah Ko Sitaare Saa Chalaa Jaayegaa
Aa Kar Ab Teraa Jaanaa Buraa Buraa Saa Lage
Judaa Hokar Bhi Tu Mujhse Judaa Judaa Saa Lage
Kabhi Khushboo, Kabhi Jhonkaa, Kabhi Havaa Saa Lage
Koi Dastak, Koi Aahat, Koi Aavaaz Nahin
Tu Dabe Paanv Khyaalon Mein Chalaa Aataa Hai
Baarhaa Aisaa Bhi Mahsoos Huaa Hai Mujhko
Aake Chupchaap Tu Pahloo Mein Baith Jaataa Hai
Tu Kahin Aaj Bhi Mujh Mein Zindaa Zindaa Saa Lage
Judaa Hokar Bhi Tu Mujhse Judaa Judaa Saa Lage
Kabhi Khushboo, Kabhi Jhonkaa, Kabhi Havaa Saa Lage
Aaj Bhi Lams Dhadakte Hain Mere Seene Me.N
Aaj Bhi Teri Khanakti Si Sadaa Aati Hai
Aaj Bhi Jism Sulagtaa Hai, Teri Saanson Se
Aaj Bhi Rooh Mein Halchal Mere Mach Jaati Hai
Dil Teri Yaad Se Ab Yun Bharaa Bharaa Saa Lage
Judaa Hokar Bhi Tu Mujhse Judaa Judaa Saa Lage
Kabhi Khushboo, Kabhi Jhonkaa, Kabhi Havaa Saa Lage
Judaa Hokar Bhi Tu Mujhse Judaa Judaa Saa Lage
Bheege Naina Kuchh Na Kehna
Yeh Samandar Ashkon Ka Kitna Gehraa
Yeh Dil Apana Duba Jaa Raha
Bheege Naina Kuchh Na Kehna
Berang Sapane Bhar Na Sake Rang Jeevan Mein 2
Kya Kare Aur Kya Naa Kare Dil Hai Uljhan Mein
Kuchh Na Raha Gam Ke Siva
Ab Jaaye Toh Jaaye Kahaan
Yeh Dil Apana Duba Jaa Raha
Bheege Naina Kuchh Na Kehna
Jee Rahe Hai Ham Aajkal Jaan Mushkil Mein 2
Besabab Si Tanhaaiyaa Dil Ki Mehfil Mein
Kuchh Na Raha Gam Ke Siva
Ab Jaaye Toh Jaaye Kahaan
Yeh Dil Apana Duba Jaa Raha
Bheege Naina Kuchh Na Kehna
Yeh Samandar Ashkon Ka Kitna Gehraa
Yeh Dil Apana Duba Jaa Raha
Bheege Naina Kuchh Na Kehna
Yeh Kya Majboori Hai Yeh Kaisi Doori Hai
Kaisa Yeh Mera Pyaar Hai Saja Yeh Kaisi Hai
Yeh Kaisa Naseeba Hai Is Jeet Mein To Haar Hai
Roona Jo Chaahon To Main Ro Na Paaon
Kya Chot Khaayi Maine Kaise Bataaon
Kya Chot Khaayi Maine Kaise Bataaon
Bulaya Tere Dil Ko Tujhse Behrukhi Kar Le
Bulaya Tere Dil Ko Tujhse Behrukhi Kar Le
Bebasi Thi Meri Tujhse Dushmani Kar Li
Bebasi Thi Meri Tujhse Dushmani Kar Li
Raaton Ki Tanhai Mein
Subhon Ki Parchayi Mein, Hey Hey Hey
Chehra Hai Kya, Yeh Meri Aankhon Mein..
Khushboo Hai Kya, Yeh Meri Saasson Mein..
Kaisa Yeh Raaz Hai.., Jo Ke Khulta Nahi..
Kyun Mere Zehen Mein.., Tu Hai Aye Ajnabee..
Hey Hey Wo Wo Ooo, Hey Hey Heyi Hey Ii..
Hota Hai Jo Sawaalo Mein
Milta Nahi Jawabon Mein
Rehta Hai Jo Khayalo Mein
Ab Tak Hai Woh Hijabo Mein..
Hai Dil Ka Yeh, Kaisa Mausam
Na Dhoop Hai, Na Hai Shabnam, Ooo
Kaisa Yeh Raaz Hai.., Jo Ke Khulta Nahi..
Kyun Mere Zehen Mein.., Tu Hai Aye Ajnabee...
Hey Hey Wo Wo Ooo, Hey Hey Heyi Hey Ii..
Raaton Ki Tanhai Mein
Subhon Ki Parchayi Mein, Hey Hey Hey
Chehra Hai Kya, Yeh Meri Aankhon Mein..
Khushboo Hai Kya, Yeh Meri Saasson Mein..
Jaane Hai Kya Sitaron Mein
Gardish Si Hai Isharo Main
Patjhahd Si Hai Baharo Main
Toofan Sa Hai Kinaro Mein
Dastak Si Hai, Kya Yeh Hardam
Aahat Si Hai, Kya Yeh Hardam, Ooo
Kaisa Yeh Raaz Hai.., Jo Ke Khulta Nahi..
Kyun Mere Zehen Mein.., Tu Hai Aye Ajnabee...
Hey Hey Wo Wo Ooo, Hey Hey Heyi Hey Ii..
(Ik Teekhi Teekhi Si Uff Karaari Si Ladki
Mere Dil Mein Dil Mein Ek Bijali Jaise Hai Kadki) 2
Thodi Behkati Huyi, Thodi Chehkati Huyi
Gumsum Sehmati Huyi, Kaise Jaal Bichhati Hai Pagli
Ek Tedha Medha Sa Ladkhadaata Sa Ladka
Mere Dil Mein Dil Mein Ek Shola Jaisa Hai Bhadka
Ek Tedha Medha Sa Ladkhadaata Sa Ladka
Mere Dil Mein Dil Mein Woh Shole Jaise Bhadka
Kabhi Hichkichhaata Huva, Kabhi Khul Ke Gaata Huva
Baate Banaata Huva, Phir Bhi Humko Woh Bhaata Hai Pagla
Hosh Le Ke Udd Gaya, Usaki Kaisi Hai Jaadugari
Dekhati Hi Reh Gayi Main Toh Khadi Ki Khadi
Chatpati Chulbuli Usaki Baate Sharaarat Bhari
Par Pichhe Pad Jaane Ki Aadat Badi Hai Buri
Thodi Behkati Huyi, Thodi Chehkati Huyi
Yuun Hi Kudkati Huyi, Kaise Jaal Bichhati Hai Pagli, Pagla
Ik Teekhi Teekhi Si Uff Karaari Si Ladki
Mere Dil Mein Dil Mein Ek Bijali Jaise Hai Kadki
?? Ke Shot Mein Ik Chhoti Si Mirchi Hari
Ik Musibat Hai Jo Sar Pe Hamaari Padi
Are (Hum Toh Aise Hai 2) Bhaiya 2
Pub Mein Le Ke Jaata Hai Par Pine Na Deta Hai Jo
??Kalli Ho Ke Phir Humko Bachaata Hai Jo
Paanv Toh Jamin Pe Hai Par Khaabon Mein Udata Hai Jo
Daadhi Ke Bich Mein Dimple Chhupaata Hai Woh
Thodi Behkati Huyi, Thodi Chehkati Huyi
Yuun Hi Kudkati Huyi, Kaise Jaal Bichhati Hai Pagli
Ik Teekhi Teekhi Si Uff Karaari Si Ladki
Usake Dil Mein Dil Mein Ek Bijali Jaise Hai Kadki
Ek Tedha Medha Sa Ladkhadaata Sa Ladka
Usake Dil Mein Dil Mein Ek Shola Jaise Bhadka
Tu Mujhe Soch Kabhi Yahin Chaahath Hai Meri
Mein Tujhe Jaan Kahoon Yahin Hasrath Hai Meri
Mein Tere Pyar Ka Armaan Liye Baitha Hoon
Tu Kisi Aur Ko Chaahe Kabhi Yeh Khudha Na Karen
Tu Kisi Aur Ko Chaahe Kabhi Yeh Khudha Na Karen
Meri Mehroom Mohabbat Ka Sahaara Tu Hai
Meri Mehroom Mohabbat Ka Sahaara Tu Hai
Mein Jo Jeetha Hoon To Jeene Ka Ishaara Tu Hai
Apne Dil Pe Tera Ehsaan Liye Baitha Hoon
Mein Tere Pyar Ka Armaan Liye Baitha Hoon
Tu Kisi Aur Ko Chaahe Kabhi Yeh Khudha Na Karen
Tu Kisi Aur Ko Chaahe Kabhi Yeh Khudha Na Karen
Say You Love Me Baby..Ive Been Waiting For You
.Say You Love Me Baby..
Pyar Mein Sharth Koi Ho To Bathaa De Mujhko
Pyar Mein Sharth Koi Ho To Bathaa De Mujhko
Gar Khatha Mujhse Huyi Ho To Bathaa De Mujhko
Jaan Hatheli Pe Meri Jaan Liye Baitha Hoon
Mein Tere Pyar Ka Armaan Liye Baitha Hoon
Tu Kisi Aur Ko Chaahe Kabhi Yeh Khudha Na Karen
Tu Kisi Aur Ko Chaahe Kabhi Yeh Khudha Na Karen
Yaadein Yaadein
Yaad Aati Hain Yaad Aati Hain
Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
Yaadein Yaadein
Yaad Aati Hain Yaad Aati Hain Oo..
Ho Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
Yaadein Yaadein Yaad Aati Hain
Ho Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
(Jab Door Hote Ho Tum
Kyun Mujhe Darr Sa Lagey) 2
Raaton Ke Sanaaton Mein
Saaya Judaa Sa Lagey
Yaadein Yaad Aati Hain
Ho Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
(Dil Ke Dariche Mein Jo
Chupke Se Dastak Si Ho) 2
Koi Tere Aahat Hai
Kyun Mujhko Aisa Lagey
Yaadein Yaad Aati Hain
Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
Yaadein Yaadein
Yaad Aati Hain Yaad Aati Hain
Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
Yaadein Yaadein
Yaad Aati Hain Yaad Aati Hain Oo..
Ho Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
Dekho Raste Mein, Haste Haste Mein
Baat Pahunchi Kahan Se Kahan
Mera Vaada Hai Ye Iraada Hai
Jaungi Main Bhi Tum Ho Jahan
Maan Lo Maan Lo Maan Lo
Zindagi Hai Haseen Maan Lo
Jaan Lo Jaan Lo Jaan Lo
Pyaar Bin Kuch Nahin Jaan Lo
Kya Bataun Main, Sochta Hoon Main
Hum Hai Do Jism Aur Ek Jaan
Dekho Raste Mein, Haste Haste Mein
Baat Pahunchi Kahan Se Kahan
Kuch Tumse Poonchu
Pooncho Main Sunta Hoon
Haan Tumko Hai Kitna
Sach Batana Meri Chahat Par Yakeen
Hoo Itna Yakeen Hai
Jitna Mujko Sach Hai Khud Par Bhi Nahin
Jab Ye Kehte Ho, Lagte Hai Mujhko
Kitni Meethi Tumhari Zubaan
Dekho Raste Mein, Haste Haste Mein
Baat Pahunchi Kahan Se Kahan
Saath Rahenge Hum
Pyaar Na Hoga Kum
Sagar Se Paani Dekha Hai
Kya Tumne Hote Kum Kabhi
Haan Hone Na Dena
Paas Mere Tum Zara Bhi Ho Kami
Laake Kadamo Mein Main To Rakh Donga
Ye Zameen Aur Ye Aasman
Dekho Raste Mein, Haste Haste Mein
Baat Pahunchi Kahan Se Kahan
Maan Lo Maan Lo Maan Lo
Zindagi Hai Haseen Maan Lo
Jaan Lo Jaan Lo Jaan Lo
Pyaar Bin Kuch Nahin Jaan Lo
Kya Bataun Main, Sochta Hoon Main
Hum Hai Do Jism Aur Ek Jaan
Dekho Raste Mein, Haste Haste Mein
Baat Pahunchi Kahan Se Kahan
Najane Khoye Kahan Mere Armaan
Pochti Hai Dil Ki Teese Na Jane Kyun Kahafa
Sab Hai Yaha Kis Baat Ki Hai Yeh Saza...
Zar Zar Roye Mera Dil Be Zubaan
Thaka Thaka Hara Hara Tanha Tanha Yeh Jaahaan
Tanha Tere Bina Har Mehfil Mein Dil Yeh Mera...
Jaltey Hai Chaltey Hai Sang Sang Mere
Khamoshi Aahein Andhere
Dekh Le Jhank Le In Nazro Mein
Tote Tote Se Hai Sapne Tere
Jalte Hai Chalte Hai Sang Sang Mere
Khamoshi Aahein Andhere
Dekh Le Jhak Le In Nazroon Mein
Tute Tute Se Hai Sapne Tere
Na Jane Hai Kaise Aye De Wafa
Rab Ne Banaye Kaise Reet
Miltey Hai Do Dill Bas Khone Ko
Do Din Key Sab Aasnaa...
Pass Nahi To Mere Par Jane Kyun
Jismo Se Aaye Teri Khushbu
Guzri Hai Chuke Chehre Se Ungli Teri
Teri Aahat Si Dil Sun Raha...
Jaltey Hai Chaltey Hai Sang Sang Mere
Khamoshi Aahein Andhere
Dekh Le Jhak Le In Nazroon Mein
Tute Tute Se Hai Sapney Tere
Sun Le Maseeha Guzarish Zaara Si
Sun Le Tu Dil Ki Dua..
Chahu Tu Dil Se Door Jana
Ek Aakhri Bar Jana, Janey K Liye Aaa
Jalte Hai Chaltein Hain Sang Sang Mere
Khamoshi Aanhein Andhere
Dekh Le Jhank Le In Nazro Mein
Tote Tote Se Hai Sapney Tere
Jalte Hai Chaltey Hai Sang Sang Merey
Khamoshi Aahen Andhere
Dekh Le Jhak Le In Nazroon Mein
Tute Tute Se Hai Sapne Tere
We Love You Mumbai, We Salute You
We Love You Mumbai, We Salute You
Ha Ha Ha Ha.........
Is Shehar Ke Hai Naye Naye Se Apne Raasthe
Sapne Sach Ho Yahan, Agar Kismat Saath De
Bas Thodi Himmath Yahaan, Phir Aisi Jannat Kahaan..
Mumbai Nagariya.., Mumbai Nagariya..,
Salaam To Munbai, Salaam To Mumbai
Is Shehar Ke Hai Naye Naye Se Apne Raasthe
Sapne Sach Ho Yahan, Agar Kismat Saath De
Bas Thodi Himmath Yahaan, Phir Aisi Jannat Kahaan...
Mumbai Nagariya, Mumbai Nagariya..
Salaam To Munbai, Salaam To Mumbai..
Yeh Khoobsurat Si Dulhan Bhi Hai
Yeh Meeti Meeti Si Uljhan Bhi Hai
Yeh Khoobsurat Si Dulhan Bhi Hai
Yeh Meeti Meeti Si Uljhan Bhi Hai
Yeh Sab Dilon Ki To Dhadkan Be Hai
Iska Nasha Hai Jawa
Mumbai Nagariya, Mumbai Nagariya..
Salaam To Munbai, Salaam To Mumbai..
Mushkil Yahaan, Uska Hal Bhi Yahaan
Sachchai Bhi Aur Chaal Bhi Yahaan,
Mushkil Yahaan, Uska Hal Bhi Yahaan,
Sachchai Bhi Aur Chaal Bhi Yahaan,
Diwaano Ki Hai Manzil Yahaan
Jeethi Rahe Tu Sadhaa
Mumbai Nagariya.., Mumbai Nagariya..
Salaam To Munbai, Salaam To Mumbai..
Is Shehar Ke Hai Naye Naye Se Apne Raasthe
Sapne Sach Ho Yahan, Agar Kismat Saath De
Bas Thodi Himmath Yahaan, Phir Aisi Jannat Kahaan...
Mumbai Nagariya.., Mumbai Nagariya..
Salaam To Munbai.., Salaam To Mumbai..
Bikhre Sabhi Sapane Hai
Bichhade Sabhi Apane Hai
Aaye Bezaar Mausam
Hui Khushi Mil Gaye Gam
Bikhre Sabhi Sapane Hai
Bichhade Sabhi Apane Hai
Aaye Bezaar Mausam
Hui Khushi Mil Gaye Gam
Zindagi Hosh Mein Hi Nahi 2
Ham Nahi Jaante The Baat Yeh
Khoon Dil Ka Bahega Aankh Se
Thi Kaha Yeh Khabar
Loot Jaayega Mera Jahaan
Reh Jaayega Sirf Andhera
Ek Pal Mein
Zindagi Hosh Mein Hi Nahi 2
Khaali Khaali Dinon Ki Dastaan
Chal Diye Hai Na Jaane Kab Kahaan
Ajanbi Rehguzar Aur Milon Hai Tanhaaiyan
Duniya Hi Badli Hamari Bas Ek Pal Mein
Zindagi Hosh Mein Hi Nahi 2
Bikhre Sabhi Sapane Hai
Bichhade Sabhi Apane Hai
Aaye Bezaar Mausam
Hui Khushi Mil Gaye Gam
Zindagi Hosh Mein Hi Nahi 2
Zindagi Yeh Zindagi Zindagi...
Bikhre Sabhi Sapane Hai