Prabodh Chandra Dey (born 1 May 1919), better known by his nickname Manna Dey (Bengali: মান্না দে), is a playback singer in Hindi, Bengali, Gujarati, Marathi, Malayalam, Kanada, Assamese films. Along with Mohammed Rafi, Kishore Kumar, Mukesh he was a part of Indian film playback music industry. He is rated best classical singer among all singers of Hindi film music though he sang all types of songs from Pop to folk. He has recorded more than 3500 songs over the course of his career. The Government of India honoured him with the Padma Shri in 1971, the Padma Bhushan in 2005 and the Dadasaheb Phalke Award in 2007.
Dey was born to Purna Chandra (father) and Mahamaya Dey (mother) on 1 May 1919. Besides his parents, his youngest paternal uncle Sangeetacharya (meaning "Venerable Teacher of Music" in Sanskrit), K. C. Dey highly inspired and influenced him. Dey received his early education in a small pre-primary school named Indu Babur Pathshala. Thereafter he attended Scottish Church Collegiate School and Scottish Church College, followed by Vidyasagar College where he received his graduate education.
Ab Kahaan Jaayen Ham Ye Bata Ai Zameen
Is Jahaan Mein To Koi Hamaara Nahi
Apane Saaye Se Bhi Log Darane Lage
Ab Kisiiko Kisi Par Bharosa Nahi
Ab Kahaan Jaayen Ham
Ham Ghar Ghar Jaate Hain Ye Dil Dikhalaate Hain
Par Ye Duniyaavaale Ham Ko Thukaraate Hain
Raaste Mit Gae Manzilen Kho Gaeen
Ab Kisi Ko Kisi Par Bharosa Nahi
Ab Kahaan Jaayen Ham
Nafarat Hai Nigaahon Mein Vahashat Hai Nigaahon Mein
Ye Kaisa Zahar Phaila Duniya Ki Hawaaon Mein
Pyaar Ki Bastiyaan Kaak Hone Lageen
Ab Kisi Ko Kisi Par Bharosa Nahi
Ab Kahaan Jaayen Ham
Har Saans Hai Mushkil Ki Har Jaan Hai Ik Moti
Baazaar Mein Par Inaki Ginati Hi Nahi Hoti
Zindagi Ki Yahaan Koi Keemat Nahi
Ab Kisi Ko Kisi Par Bharosa Nahi
Ye Bata Ai Zameen
Muskura Laadle Muskura 2
Koi Bhi Phool Itna Nahi Khoobsurat
Hai Jitana Ye Mukhada Tera
Muskura Laadle Muskura
Teri Ye Muskaan Koi Na Cheene Kabhi
Ho Phool Ki Sej Soye Jawaani Teri
Maalik Se Hai Ye Dua
Hai Ye Dua
Koi Bhi Phool Itna Nahi Khoobsurat
Hai Jitna Ye Mukhada Tera
Muskura Laadale Muskura
Tujhko Jo Dekha Wo Din Yaad Aane Lage
Aankhon Ke Bujhate Diye Jhilmilaane Lage
Main Tere Jaisa Hi Tha
Aaisa Hi Tha
Koi Bhi Phool Itna Nahi Khoobsurat
Hain Jitna Ye Mukhada Tera
Muskura Laadale Muskura
Bach Ke Tu Chal Laadale Bura Hain Ye Jahaan
Ban Saanp Dansata Hain Apna Hi Saaya Yahaan 2
Har Koi Hain Bewafa
Hain Bewafa
Koi Bhi Phool Itna Nahi Khoobsurat
Hai Jitna Ye Mukhada Tera
Muskura Laadale Muskura 2
Aa . . .
Gar Khuda Mujse Kahe . . . (2)
Kuchh Maang Eh Bande Mere
Me Ye Maangu . . (2)
Mehefilo Ke Daur Yu Chalte Rahe
Ham Pe Aalao, Ham Nibaah Laao
Hamsafar, Hamraaz Ho
Ta Qayaamat. . . (2)
Jo Chiraago Ki Tarha Jalte Rahe
Yaari Hai Meri Imaan Mera Yaar Meri Zindagi
Yaar Ho Bando Se Ye . . . Oh
Yaar Ho Bando Se Ye Sabse Badi Hai Bandagi
Yaari Hai!
Yaari Hai Meri Imaan Mera Yaar Meri Zindagi
Saaz E Dil Chhedo Jaha Me . . . (2)
Yaar Ki Gunje Sada
He Saaz E Dil Chhedo Jaha , Me Yaar Ki Gunje Sada
In Dilo Me Pyaar Hai Unpe Bahaare Ho Fida
Pyar Leke Noor Aaya . . . (2)
Pyar Leke Taazgi Yaari Hai!
Yaari Hai Meri Imaan Mera Yaar Meri Zindagi
Jaan Bhi Jaaye Agar . . . (2)
Yaari Mein Yaaro Gham Nahi
Eh Jaan Bhi Jaaye Agar Yaari Mein , Yaaro Gham Nahi
Apne Hote Yaar Ho , Gham Geen Matlab Ham Nahi
Ham Jaha Hai . . Us Jagaah (2)
Jhoomegi Naachegi Khushi Yaari Hai!
Yaari Hai Meri Imaan Mera Yaar Meri Zindagi
Aa . . .
Gul E Gulzaar Kyu Bezaar Nazar Aata Hai (2)
Chashme Pat Ashiqaar Yaar Nazar Aata Hai
Chhupaana Hamse Zara Haale Dil Suna De Tu
Tere Hasee Ki Keemat Kya Hai Ye Bataade Tu
Kahe To Aasmaa Se Chaand Taare Le Aau
Haseen Jawaan Aur Dilkash Nazaare Le Aau
Tera Mamnoon Hu . . . (2)
Tumne Nibhaaya Yaaraana
Teri Hasee Hai Aaj Sabse Bada Nazraana (2)
Yaar Ke Hasti Hi . . . (2)
Mehefil Pe Jawaani Chhaa Gayi, Chhaa Gayi Yaari Hai!
Yaari Hai Meri Imaan Mera Yaar Meri Zindagi
Oh . . . Eh . . Qurbaan Qurbaanâ¦oy Oy Oy
Male: Mein Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana 2 Dilber
Jane Yeh Mausam 2
Female: Mein Ghata Pyaar Bhari Tu Hai Mera Badal
Jane Yeh Mausam 2
Male: Hai Mein Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana Dilber
Jane Yeh Mausam 2
Male: Tu Hai Meri Bansi Mein Hoon Tera Kanah
Tu Hai Meri Bansi Mein 2 Mein Hoon Tera Kanah
Female: Tera Mera Pyaar Hai Sadiyoon Purana
Male: Dil Ke Har Taar Mein Hai Rag Tera Humdum
Jane Yeh Mausam 2
Female: Mein Ghata Pyaar Bhari Tu Hai Mera Badal
Jane Yeh Mausam 2
Female: Tu Hai Mora Phoolwa Mein Hoon Teri Khusboon
Tu Hai Mora Phoolwa 2 Mein Hoon Teri Khusboon
Male: Desh Videsh Mein Sang Sang Ghoomoon
Female: Tu Hai Guljhar Mera Mein Hoon Teri Subnam
Jane Yeh Mausam 2
Male: Mein Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana Dilber
Jane Yeh Mausam 2
Male: Tu Hai Meri Manjil Mein Ho Tera Sahil
Tu Hai Meri Manjil 2 Mein Ho Tera Sahil
Female: Karke Rahenge Ek Din Hasil
Male: Ek Chale Tu Hi Gori Dil Mein Sada Cham Cham
Jane Yeh Mausam 2
Female: Mein Ghata Pyaar Bhari Tu Hai Mera Badal
Jane Yeh Mausam 2
Male: Mein Tere Pyaar Mein Kya Kya Na Bana Dilber
Jane Yeh Mausam 2
Posted By : Thaker Piyush
Duniya Bananewale Sun Le Meri Kahani
Roye Meri Mohabat Tadpe Meri Jawani
Pyar Ki Aag Mein Tan Badan Jal Gaya 2
Jane Phir Kyun Jalati Hai Duniya Muje 2
Pyar Ki Aag Mein Tan Badan Jal Gaya
Mein To Rota Phiroon Badaloon Ki Tarah
Thandhi Aahe Bheroon Pagloon Ki Tarah
Mein To Rota Phiroon Badaloon Ki Tarah
Are Mein To Ho Hoo Rota Phiru Uuuuu
Mein To Rota Phiroon Badaloo Ki Tarah
Thandhi Aahe Bheroon Pagloo Ki Tarah
Jane Phir Kyun Rulati Hai Duniya Mujhe
Pyar Ki Aag Mein Tan Badan Jal Gaya 2
Baat Jab Mein Karu Munh Se Nikle Dhaun
Jal Gaya Jal Gaya Mere Dil Ka Jahan
Baat Jab Mein Karu Munh Se Nikle Dhaun
Haa Hakhi
Baat Jab Mein Karu Munh Se Nikle Dhaun
Jal Gaya Jal Gaya Mere Dil Ka Jahan
Jane Phir Kyun Satati Hai Duniya Mujhe
Pyar Ki Aag Mein Tan Badan Jal Gaya 2
Ishq Mujko Nachata Raha Hai Sada
Kya Kya Sapne Dikhata Raha Hai Sada
Jane Phir Kyun Nachati Hai Duniya Mujhe
Pyar Ki Aag Mein Tan Badan Jal Gaya
Pyar Ki Aag Mein (Tan Badan Jal Gaya) 3
Posted By : Thaker Piyush
(Jeevan Chalne Ka Naam Chalte Raho Subaho Shaam 2
Ke Rasta Kat Jaayega Mitra Ke Baadal Chhat Jaayega Mitra
Ke Dukh Se Rukna Na Mitra Ke Ek Pal Rukna Na Mitra
Jeevan Chalne Ka Naam Chalte Raho Subaho Shaam 2) 2
Jo Jeevan Se Haar Maanta Uski Ho Gayi Chhuti
Naak Chadhakar Kahe Zindagi Teri Meri Ho Gayi Kutti) 2
Ke Rootha Yaar Mana Mitra
Ke Yaar Ko Yaar Bana Mitra
Na Khud Se Raho Khafa Mitra
Khud Hi Se Khuda Bana Mitra
Jeevan Chalne Ka Naam Chalte Raho Subaho Shaam 2
Ujali Ujali Bhor Sunaati Tuutle Tuutle Bol 2
Andhakaar Mein Suraj Baitha Apani Gathadi Khol
Ke Usse Aankh Lada Mitra
Samay Se Haath Mila Mitra
Ke Ho Jaa Kiran Kiran Mitra
Ke Chalta Rahe Chalan Mitra
Jeevan Chalne Ka Naam Chalte Raho Subaho Shaam 2
Ke Chali Shaam Ke Rang Mahal Mein
Tapati Hui Dopahari
Mili Gagan Se Saanjh Ki Laali 2
Lekar Roop Sunahari
Ke Raat Bikhar Jaayegi Mitra
Ke Baat Nikhar Jaayegi Mitra
Ke Suraj Chhadh Jaayega Mitra
Kaafila Badh Jaayega Mitra
Jeevan Chalne Ka Naam Chalte Raho Subaho Shaam 2
(Himmat Apana Deen Dharam Hai Himmat Hai Imaan
Himmat Allah Himmat Waahguru
Himmat Hai Bhagwaan) 2
Ke Ispe Marta Jaa Mitra
Ke Sajda Karta Jaa Mitra
Ke Sheesh Jhukata Chal Mitra
Ke Jag Par Chhata Jaa Mitra
Jeevan Chalne Ka Naam Chalte Raho Subaho Shaam 2
Ke Rasta Kat Jaayega Mitra Ke Baadal Chhat Jaayega Mitra
Ke Dukh Se Rukna Na Mitra Ke Ek Pal Rukna Na Mitra
Jeevan Chalne Ka Naam Chalte Raho Subaho Shaam 4
Dil Ka Haal Sune Dil Waala
Seedhi Si Baat Na Mirch Masaala
Kehke Rahega Kehne Waala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala
Chhote Se Ghar Mein Gareeb Ka Beta
Main Bhi Hu Maan Ke Naseeb Ka Beta 2
Ranj O Gham Bachpan Ke Saathi
Aandhiyo Mein Jali Jeewan Baati
Bhukh Ne Hain Bade Pyaar Se Paala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala
(Haay Karu Kya Surat Aisi,
Gaanthhke Poore Chor Ke Jaisi) 2
Chalta Phirta Jaanke Ek Din,
Bina Dekhe Pehchaan Ke Ek Din
Baandhke Le Gaya Pulis Waala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala
Budhhe Daaroga Ne Chashme Se Dekha 2
Aage Se Dekha Peechhe Se Dekha,
Upar Se Dekha Neeche Se Dekha
Bola Ye Kya Kar Baithhe Ghotaala,
Haay Ye Kya Kar Baithhe Ghotaala
Ye To Hai Thaanedaar Ka Saala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala
Gham Se Abhi Azaad Nahi Main
Khush Magar Aabaad Nahi Main 2
Manzil Mere Paas Khadi Hai,
Paau Mein Lekin Bedi Padi Hai
Taanga Deta Hai Daulat Waala,
Dil Ka Haal Sune Dil Waala
Sun Lo Magar Ye Kisi Se Na Kehna
Tinke Ka Leke Sahaara Na Behna 2
Bin Mausammal Haar Na Gaana,
Aadhi Raat Ko Machchil Laana
Varna Pakad Lega Pulis Waala
Dil Ka Haal Sune Dil Waala
Chali Raadhe Raani, Ankhiyo Mein Paani 2
Apne Mohan Se Mukhda Modke 2
Chali Raadhe Raani, Ankhiyo Mein Paani
Apne Mohan Se Mukhda Modke
Maan Bhari, Abhimaan Bhari 2
Nirmohi Se, Nirmohi Se Naata Todke
Apne Mohan Se Mukhda Modke
Chali Raadhe Raani
Ho⦠Jamuna Ke Tat Pe, Bansi Ke Bat Pe
Natkhat Ne Usko Gher Liya
Dekho Natkhat Ne Usko Gher Liya
Ghunghat Ke Pat Se Jhaanke Jhatpat
Raadha Ne Bhi Munh Pher Liya
Dekho Raadha Ne Bhi Munh Pher Liya
Baato Hi Baato Mein Jhagda Phaya Aisa 2
Baaho Ke Bandhan Todke
Ho Chali Baaho Ke Bandhan Todke
Apne Mohan Se Mukhda Modke
(Chali Raadhe Raani, Ankhiyo Mein Paani
Apne Mohan Se Mukhda Modke
Chali Raadhe Raani) 2
Chhaliya Mohan, Raadhe Bholi 2
Saawariya Ne Ki Jo Tipoli 2
Saawariya Saawariya, Saawariya Ne Kee Jo Tipoli
Na Kuchh Doli, Na Kuchh Boli
Raadhe Na Kuchh Doli, Na Kuchh Boli
Na Hi Do Ankhiya Kholi 2
Madhuban Ki Galiya Chhodke
Ho, Madhuban Ki Galiya Chhodke
Apne Mohan Se Mukhda Modke
(Chali Raadhe Raani, Ankhiyo Mein Paani
Apne Mohan Se Mukhda Modke
Chali Raadhe Raani) 2(Chali Raadhe Raani, Ankhiyon Men Paani) 2
(Apane Mohan Se Mukhada Mod Ke) 2
Chali Raadhe Raani, Ankhiyon Men Paani
Apane Mohan Se Mukhada Mod Ke
(Maan Bhari, Abhimaan Bhari) 2
Nirmohi Se, Nirmohi Se Naata Tod Ke
Apane Mohan Se Mukhada Mod Ke
Chali Raadhe Raani
O O, Jamuna Ke Tat Pe, Bansi Ke Bat Pe
Natakhat Ne Us Ko Gher Liya
Dekho Natakhat Ne Us Ko Gher Liya
Ghoonght Ke Pat Se Jhaank Ke Jhatapat
Raadha Ne Bhi Munh Pher Liya
Dekho Raadha Ne Bhi Munh Pher Liya
(Baaton Hi Baaton Men, Jhagada Bhaya Aisa) 2
Baahon Ke Bandhan Tod Ke
Ho Chali Baahon Ke Bandhan Tod Ke
Apane Mohan Se Mukhada Mod Ke
(Chali Raadhe Raani, Ankhiyon Men Paani
Apane Mohan Se Mukhada Mod Ke
Chali Raadhe Raani) 2
(Chhaliya Mohan, Raadhe Bholi) 2
(Saanvariya Ne Ki Jo Chhichholi) 2
Saanvariya Saanvariya
Saanvariya Ne Ki Jo Chhichholi
Na Kuchh Doli, Na Kuchh Boli
Raadhe Na Kuchh Doli, Na Kuchh Boli
(Na Hi Do Akhiyaan Kholi) 2
Laakh Manaaye Gori, Maane Na Maane,
Madhuban Ki Galiyaan Chhod Ke
Ho, Madhuban Ki Galiyaan Chhod Ke
Apane Mohan Se Mukhada Mod Ke
(Chali Raadhe Raani, Ankhiyon Men Paani
Apane Mohan Se Mukhada Mod Ke
Chali Raadhe Raani) 2
Chorus: Oho Ho ... 2
Manna: Oh Nadiya Chale Chale Re Dhaara
Chorus: Ohoho ...
Manna: Oh Nadiya Chale Chale Re Dhaara
Chorus: Chanda Chale Chale Re Taara
Manna: Tujhko Chalna Hoga, Tujhko Chalna Hoga
Chorus: Tujhko Chalna Hoga, Tujhko Chalna Hoga
Ohoho ... 2
Manna: Jeewan Kahi Bhi Thhaherta Nahi Hai 2
Aandhi Se Toofaan Se Dartaa Nahi Hai
Tu Na Chalega To Chal Dengi Raahe
Chorus: Hai Re Hai Re Hai Re Hai Re
Manna: Oh... Tu Na Chalega To Chal Dengi Raahe
Manzil Ko Tarsengi Teri Nigaahein
Tujhko Chalna Hoga, Tujhko Chalna Hoga
Chorus: Tujhko Chalna Hoga, Tujhko Chalna Hoga
Manna: Oh Nadiya Chale Chale Re Dhaara
Chanda Chale Chale Re Taara
Tujhko Chalna Hoga, Tujhko Chalna Hoga
Tujhko Chalna Hoga,
Chorus: Tujhko Chalna Hoga
Chorus: Oh ... 8
Manna: Paar Huwa Woh Raha Woh Safar Mein
Oh ... Paar Huwa Woh Raha Woh Safar Mein
Jo Bhi Ruka Phir Gaya Woh Bhanwar Mein
Naav To Kya Baha Jaaye Kinaara
Oh... Naav To Kya Baha Jaaye Kinaara
Badi Hi Tez Samay Ki Hai Dhaara
Tujhko Chalna Hoga, Tujhko Chalna Hoga
Chorus: Tujhko Chalna Hoga, Tujhko Chalna Hoga
Manna: Oh... Nadiya Chale Chale Re Dhaara
Chanda Chale Chale Re Taara
Tujhko Chalna Hoga, Tujhko Chalna Hoga
Chorus: Tujhko Chalna Hoga, Tujhko Chalna Hoga
Ohoho ... 4
Manna: Ohâ¦..
Tum Jo Aao To Pyaar Aa Jaaye
Zindagi Mein Bahaar Aa Jaaye
Kya Kahu Tumse Keh Nahi Sakta
Bin Tumhaare Main Reh Nahi Sakta
Tumko Gar Aitbaar Aa Jaaye
Zindagi Mein Bahaar Aa Jaaye
Dil Pe Mujhko To Aitbaar Nahi
Ye Woh Shay Hai Jisse Qaraar Nahi
Dil Pe Gar Ikhtiyaar Aa Jaaye
Zindagi Mein Bahaar Aa Jaaye
Jab Tamanna Shabaab Par Aaye
Har Taraf Ik Khumaar Sa Chhaaye
Zah E Qismat Jo Yaar Aa Jaaye
Zindagi Mein Bahaar Aa Jaayetum Jo Aao To Pyaar Aa Jaaye
Zindagii Men Bahaar Aa Jaaye
Kyaa Kahuun Tumase Kah Nahiin Sakataa
Bin Tumhaare Main Rah Nahiin Sakataa
Tumako Gar Aitabaar Aa Jaaye
Zindagii Men Bahaar Aa Jaaye
Dil Pe Mujhako To Aitabaar Nahiin
Yah Vo Shay Hai Jise Qaraar Nahiin
Dil Pe Gar Ikhtiyaar Aa Jaaye
Zindagii Men Bahaar Aa Jaaye
Jab Tamannaa Shabaab Par Aaye
Har Taraf Ik Kumaar Saa Chhaaye
Zah E Kismat Jo Yaar Aa Jaaye
Zindagii Men Bahaar Aa Jaaye
Ud Jaa, Ud Ja
Ud Ja Bhanwar Maaya Kamal Ka Aaj Bandhan Tod Ke 2
Ud Ja Bhanwar
Rang Isaka Laal Hai
Aaa
Rang
Isaka Laal Hai Aur Roop Bhi Kya Kamaal Hai
Jin Pakhuriyon Mein Tu Jhoomein 2
Wo Tera Janjaal Tera Jaal Hai
Kaheen Aur Ja
Ja Ja Ja
Kaheen Aur Ja Ke Dil Laga Kaliyon Ki Galiyaan Chhod Ke
Ud Ja Bhanwar
Dekh Wo Sooraj Ki Kiranen A Rahi Hain
Jhoomati
Chal Gagan Ki Or Tera Mukh Hawaayen Choomateen
Baaware Uth Gyaan Se Makhamal Ka Ghera Door Kar
Tan Hai Kaala Is
Liye Man Ka Andera Door Kar, Door Kar
Tujhako Bulaaye
Tujhako Bulaata Hai Savera Dekh Mukhada Mod Ke
Ud Ja Bhanwar Maaya
Kamal Ka Aaj Bandhan Tod Ke 2
Ud Ja Bhanwar
Ud Jaa, Ud Jaa, Ud Ja Bhanwar
Ud Ja Bhanwar 9
Ud Ja Bhanwar Maaya
Ud Ja
Bhanwar
Ud Ja Bhanwar Maaya Kamal Chhod Ke Ud Ja 2
Chhod Ke Ud Ja 3
Ud Ja 3
Upar Gagan Vishaal Neeche Gahara Paataal
Beech Mein Dharati Vaah Mere Maalik Tu Ne Kiya Kamaal
Ko: Are Vaah Mere Maalik Kya Teri Leela
Tu Ne Kiya Kamaal
Upar Gagan Vishaal
Ek Phoonk Se Rach Diya Tu Ne
Sooraj Agan Ka Gola
Ek Phoonk Se Racha Chandrama
Laakhon Sitaaron Ka Tola
Tu Ne Rach Diya Pavan Jhakhola
Ye Paani Aur Ye Shola
Ye Baadal Ka Udan Khatola
Jise Dekh Hamaara Man Dola
Soch Soch Ham Karen Achambha
Nazar Na Aata Ek Bhi Khamba
Phir Bhi Ye Aakaash Khada Hai
Hue Karodo Saal Maalik
Tu Ne Kiya Kamaal
Oopar Gagan Vishaal
Aa Ha Aa Ha Aa Aa Aa
Tu Ne Racha Ek Adbhuth Praani
Jisaka Naam Inasaan 2
Isaki Nanhi Praan Hai Lekin
Bhara Hua Toofaan
Is Jag Mein Inasaan Ke Dil Ko
Kaun Saka Pahachaan
Is Mein Hi Shaitaan Basa Hai
Is Mein Hi Bhagavaan
Bada Gazab Ka Hai Ye Khilauna 2
Isaka Nahi Misaal
Maalik Tu Ne Kiya Kamaal ...
Upar Gagan Vishaal
Aa Aa Aa Aa Aa Aa3
Koyi Na Jaane
Koyi Na Jaane Bin Tere Raam
Kahaan Din Hoye Kahaan Shaam 2
Jag Mein Sabhi Kaa Paradesi Naam
Kahaan Din Hoye Kahaan Shaam 2
Man Mein Lagaa Hai Sapanon Kaa Melaa 2
Phir Bhi Hai Dekho Ye Man Akelaa
Jhonkaa Pawan Kaa Paani Kaa Relaa
Ho O O
Jaane Le Jaaye Kab Kis Dhaam
Kahaan Din Hoye Kahaan Shaam 2
Aage Vipadaa Ki Talawaarein 2
Pichhe Dukhadon Ki Diwaarein
Uupar Kaante Niche Kataarein
Ho O O
Jiwan Huwaa Ye Yaa Sangaraam
Kahaan Din Hoye Kahaan Shaam 2
Jisakaa Koee Naheen Usakaa To Khudaa Hain Yaaro
Mai Naheen Kahataa Kitaabon Mein Likhaa Hain Yaaro
Jisane Paidaa Kiyaa Duniyaan Mein Wahee Paalegaa
Hum Ko Har Mod Pe, Har Julm Se Bachaa Legaa
Apane Bando Se Kahaa, Kab Wo Judaa Hain Yaaro
Julm Insaan Kaa Jab Had Se Gujar Jaataa Hai
Wo Kisee Aaur Hee Soorat Mein Paas Aataa Hai
Anaginat Rup Mein Wo Hum Se Milaa Hain Yaaro
Poochho Na Kaise Maine Rain Bitaai
Ik Pal Jaise, Ik Yug Beeta 2
Yug Beete Mohe Neend Na Aayi
Poochho Na Kaise...
(Na Kahi Chanda, Na Kahi Taare
Jyot Ke Pyaase Mere, Nain Bichaare) 2
Bhor Bhi Aas Ki Kiran Na Laayi
Poochho Na Kaise...
Ik Jale Deepak Ik Man Mera⦠Mera⦠Man⦠Mera⦠Mera ...
Ik Jale Deepak Ik Man Mera
Phir Bhi Na Jaaye Mere Ghar Ka Andhera
Tadpat Tarsat Umar Gawaayi
Poochho Na Kaise...
Har Taraf Ab Yahi Afsaane Hain
Ham Teri Aankho Ke Diwaane Hain
Har Taraf Ab Yahi Afsaane Hainâ¦
Itni Sachchaai Hai In Aankho Mein
Khote Sikke Bhi Khare Ho Jaaye
Tu Kabhi Pyaar Se Dekhe Jo Udhar
Sukhe Jangal Bhi Hare Ho Jaaye
Baag Ban Jaaye, Baag Ban Jaaye Jo Viraane Hain
Ham Teri Aankho Ke Diwaane Hain
Har Taraf Ab Yahi Afsaane Hainâ¦
Ek Halka Sa Ishaara Inka
Kabhi Dil Aur Kabhi Jaan Lootega
Kis Tarha Pyaas Bujhegi Uski
Kis Tarha Uska Nasha Tootega
Jiski Qismat Mein, Jiski Qismat Mein Ye Paimaane Hain
Ham Teri Aankho Ke Diwaane Hain
Har Taraf Ab Yahi Afsaane Hainâ¦
Neechi Nazro Mein Hain Kitna Jaadu
Ho Gaye Pal Mein Kayi Khwaab Jawaan
Kabhi Uthhne Kabhi Jhukne Ki Adaa
Le Chali Jaane Kidhar Jaane Kaha
Raaste Pyaar Ke, Raaste Pyaar Ke Anjaane Hain
Ham Teri Aankho Ke Diwaane Hain 2
Har Taraf Ab Yahi Afsaane Hainâ¦
Mere Man Ki Dhadakan Mein Koyi Naache
Ta Ta Thayi Thayi 3
Mere Tanki Tadapan Mein Koyi Naache
Ta Ta Thayi Thayi 3
Bin Dekhe Bin Jaane Use Jaanuun 2
Rang Usakaa Dhang Usaka Pahachaanuun
Jivan Ke Darpan Mein Koyi Naache
Ta Ta Thayi Thayi 3
Mere Man Ki
Laharaatii Balakhaati Bijali Si 2
Kabhi Ghuume Kabhi Jhuume Titali Si
Sapanon Ke Madhuban Mein Koyi Naache
Ta Ta Thayi Thayi 3
Mere Man Ki
Tera Haath Haath Mein Aa Gaaya Ke Charaag Raah Mein Jal Gaye
Mujhe Sahal Ho Gayin Manzilein Vo Hawa Ke Ruk Bhi Badal Gaye
Badi Chiz Hai Tujhe Kya Pata Teri Ik Ada Teri Ik Sada
Jo Tadap Rahe The Bahal Gaye Jo Gire The Girake Sambhal Gaye
Jise Sun Saka Tha Na Aaj Tak Vahi Raaz Jaise Ke Sun Liya
Vahi Git Jo Mere Dil Mein The Vo Labon Pe Aake Machal Gaye
Gaud Sarang
Ritu Aaye Ritu Jaaye Sakhi Ri
Man Ke Mit Na Aaye
Jeth Mahina Jiya Ghabaraaye
Pal Pal Suuraj Aag Lagaaye
Duuje Biraha Agan Lagaaye
Karuun Main Kaun Upaay
Ritu Aaye Ritu Jaaye Sakhi Ri
Gaud Malhar
Barakha Ritu Bairi Hamaar
Jaise Saas Nanadiya
Pi Darasan Ko Jiyara Tarase
Ankhiyan Se Nit Saavan Barase
Rovat Hai Kajara Nainan Ka
Bindiya More ???
Barakha Ritu Bairi Hamaar
Jogiya
Pi Bin Suuna Ji
Patajhad Jaisa Jivan Mera
Man Bin Tan Jyuun Jal Bin Nadiya
Jyon Main Suuni Bina Saanvariya
Auron Ki To Rain Andheri
Par Hai Mera Din Bhi Andhera
Pi Bin Suuna Ji
Bahar
Aayi Madhur Ritu Basant Bahaar Ri
Phuul Phuul Par Bhramar Guunjat
Sakhi Aaye Nahin Bhanvar Hamaar Ri
Aayi Madhur Ritu Basant Bahaar Ri
Kab Lag Nainan Dvaar Sajaayuun
Dip Jalaayuun Dip Bujhaayuun
Kab Lag Karuun Singaar Re
Aayi Madhur Ritu Basant Bahaar Ri
Aayi Madhur Ritu Basant Bahaar Ri, Bahaar Ri, Bahaar Ri
Mm Mm Mm Mm, Mm Mm Mm, Mm Mm Mm 2
(Tujhe Sooraj Kahoon Ya Chanda
Tujhe Deep Kahoon Ya Taara
Mera Naam Karega Roshan
Jag Mein Mera Raaj Dulaara) 2
Main Kab Se Taras Raha Tha
Mere Aangan Mein Koi Khele
Nanhi Si Hansi Ke Badle
Meri Saari Duniya Le Le
Tere Sang Jhool Raha Hai
Meri Baahon Mein Jag Saara
Mera Naam Karega Roshan
Jag Mein Mera Raaj Dulaara
Tujhe Sooraj Kahoon Ya Chanda
Tujhe Deep Kahoon Ya Taara
Mera Naam Karega Roshan
Jag Mein Mera Raaj Dulaara
Aaj Ungli Thaamke Teri
Tujhe Main Chalna Sikh Laaoon
Kal Haath Pakadna Mera
Jab Main Buddha Ho Jaaoon
Tu Mila To Maine Paaya
Jeena Ka Naya Sahaara
Mera Naam Karega Roshan
Jag Mein Mera Raaj Dulaara
Tujhe Sooraj Kahoon Ya Chanda
Tujhe Deep Kahoon Ya Taara
Mera Naam Karega Roshan
Jag Mein Mera Raaj Dulaara
Mere Baad Bhi Is Duniya Mein
Zinda Mera Naam Rahega
Jo Bhi Tujhko Dekhega
Tujhe Mera Laal Kahega
Tere Roop Mein Mil Jaayega
Mujhko Jeevan Do Baara
Mera Naam Karega Roshan
Jag Mein Mera Raaj Dulaara
Tujhe Sooraj Kahoon Ya Chanda
Tujhe Deep Kahoon Ya Taara
Mera Naam Karega Roshan
Jag Mein Mera Raaj Dulaara
Aye Mere Pyaare Watan Aye Mere Bichhade Chaman Tuz Pe Dil Kubraan
Too Hee Meree Aarajoo, Too Hee Meree Aabaru, Too Hee Meree Jaan
Tere Daaman Se Jo Aaye, Un Hawaaon Ko Salaam
Choom Loo Main Us Jubaan Ko Jis Pe Aaye Teraa Naam
Sab Se Pyaaree Subah Teree, Sab Se Rangee Teree Shaam
Maan Kaa Dil Banake Kabhee Seene Se Lag Jaataa Hain Too
Aaur Kabhee Nanheesee Betee Ban Ke Yaad Aataa Hain Too
Jitanaa Yaad Aataa Hain Too, Utanaa Tadapaataa Hain Too
Chhodakar Teree Jameen Ko Door Aa Pahuche Hain Hum
Fir Bhee Hain Yahee Hain Tamannaa Tere Jarro Kee Kasam
Hum Jahaan Paidaa Huye, Us Jagah Hee Nikale Ye Dam
Soch Ke Ye Gagan Jhoome Abhi Chaand Nikal Aayega
Jhilmil Chamkenge Taare Soch Ke Ye Gagan Jhoome
Chaand Jab Nikal Aayega Dekhega Na Koyi Gagan Ko
Chaand Ko Hi Dekhenge Saare Chaand Jab Nikal Aayega
Phool Jo Khile Na To Kaise, Baago Mein Aaye Bahaar
Deep Na Jale To Saanwariya Kaise Mitte Andhkaar
Raat Dekho Kitni Hai Kaali Abhi Chaand Nikal ...
Chaand Se Bhi Tum Haseen Ho, Nazdeek Aao Zara
Chaand Ke Nikalne Talak To, Tum Jagmagaao Zara
Raat Dekho Kitni Hai Kaali Abhi Chaand Nikal ...
Ek Samay Par Do Barasaatein 2
Baadal Ke Sang Aankh Bhi Bharase
Chaaron Or Hai Jal Thal Jal Thal 2
Phir Bhi Pyaasa Manawa Tarase
Ek Samay Par Do Barasaatein
(Umad Ghumad Jab Chhaayin Ghataayein
Nir Barasega Sabane Jaana) 2
Koyi Na Jaane Dil Mein Tuufaan
Kab A Jaaye Aur Kidhar Se
Ek Samay Par Do Barasaatein
(Aag Lagi Hai Dil Mein Lekin
Dekh Raha Hai Aankh Ka Paani) 2
Sholon Ke Sang Bahati Nadiya
Nikal Rahi Hai Ek Hi Ghar Se
Ek Samay Par Do Barasaatein
Baadal Ke Sang Aankh Bhi Bharase
Chaaron Or Hai Jal Thal Jal Thal
Phir Bhi Pyaasa Manawa Tarase
Ek Samay Par Do Barasaatein
Ye Din, Din Hain Kushi Ke
Aaja Re, Aaja Mere Saathi Zindagi Ke
Ye Hai Suhana Samaan Pyaar Ka
Saari Zindagi Mein Aitabaar Ka
Sun Le Sur Ye Baansuri Ke
Aaja Re, Aaja Mere Saathi Zindagi Ke
Bite Jo Yuun Hi Intazaar Mein
Phir Kya Maza Hai Is Bahaar Mein
Ye Pal Haay Bekasi Ke
Aaja Re, Aaja Mere Saathi Zindagi Ke
Main Saaz Tu Meri Aavaaz Hai
Tu Meri Zindagi Ka Raaz Hai
Kuchh Din Kya Karenge Ji Ke
Aaja Re, Aaja Mere Saathi Zindagi Ke
Chunari Sambhaal Gori, U Di Chali Jaaye Re
Ey (Chunari Sambhaal Gori, U Di Chali Jaaye Re
Maar Na De Dank Kahin, Nazar Koi Haay) 2
Dekh Dekh Pag Na Phisal Jaaye Re
Aaraa Raaraa Raaraa Raah La: Ha Aah
Chunari Sambhaal La: Ha Aah
U Di Chali Jaaye La: Ha Aah
Maar Na De Dank La: Ha Aah
Nazar Koi Haay
Chorus: (La Lai Laa) 3
Aa.. Aouu, Ruru Ruru Ruru Ruru Ruu Ooi, Ruru Ruru Ruru Ruru Ru Ru Ru Ru
Phislen Nahin Chal Ke, Kabhi Dukh Ki Dagar Pe
Thokar Lage Hans Dein, Ham Basne Vaale, Dil Ke Nagar Ke
Haay Haay, Phislen Nahin Chal Ke, Kabhi Dukh Ki Dagar Pe
Thokar Lage Hans Dein, Ham Basane Vaale, Dil Ke Nagar Ke
Arrey, Har Qadam Bahak Ke Sambhal Jaaye Re!
Aaraa Raaraa Raaraa Raah La: Ha Aah
Chunari Sambhaal La: Ha Aah...
Aa Aa Aa..
Kir Nen Nahin Apni, To Hai Baahon Kaa Sahaaraa
Deepak Nahin Jin Mein, Un Galiyon Mein Hai Hamse Ujaale
Haay Haay, Kir Nen Nahin Apni, To Hai Baahon Kaa Sahaaraa
Deepak Nahin Jin Mein, Un Galiyon Mein Hai Hamse Ujaale
Arrey, Bhool Hi Se Chaa Ndni Khil Jaaye Re!
Aaraa Raaraa Raaraa Raah La: Ha Aah
Chunari Sambhaal La: Ha Aah...
Haa Chorus: (Sa Rasaa Rasaa Rasaa Rasaa) 2
O O O O Rasaa Rasaa Lai Lai Lai Lai, Lai Lai La
Pal Chhin Piyaa Pal Chhin, A Nkhiyon Kaa Andheraa
Rainaa Nahin Apni, Par Apnaa Hogaa Kal Kaa Saveraa
Haay, Pal Chhin Piyaa Pal Chhin, A Nkhiyon Kaa Andheraa
Rainaa Nahin Apni, Par Apnaa Hogaa Kal Kaa Saveraa
Arrey, Rain Kaun Si Jo Na Dhal Jaaye Re!
Aaraa Raaraa Raaraa Raah La: Ha Aah
Chunari Sambhaal La: Ha Aah...
Tum Besaharaa Ho To Kisi Kaa Sahaaraa Bano
Tum Ko Apane Aap Hi Sahaaraa Mil Jaayegaa
Kashti Koi Duubati Pahunchaa Do Kinaare Pe
Tum Ko Apane Aap Hi Kinaaraa Mil Jaayegaa
Tum Besahaaraa Ho To
Hans Kar Zindaa Rahanaa Padataa Hai
Apanaa Duhkh Khud Sahanaa Padataa Hai
Rastaa Chaahe Kitanaa Lambaa Ho
Dariyaa Ko To Bahanaa Padataa Hai
Tum Ho Ek Akele To Ruk Mat Jaao Chal Nikalo
Raste Mein Koi Saathi Tumhaaraa Mil Jaayegaa
Tum Besahaaraa Ho To
Jivan To Ek Jaisaa Hotaa Hai
Koi Hansataa Koi Rotaa Hai
Sabr Se Jinaa Aasaan Hotaa Hai
Fiqrase Jinaa Mushkil Hotaa Hai
Thode Phuul Hain Kaante Hain Jo Taqadir Ne Baante Hain
Hum Ko In Mein Se Hissaa Hamaaraa Mil Jaayegaa
Tum Besahaaraa Ho To 2
Na Basti Mein Na Viraanon Mein
Na Kheton Mein Na Khalihaanon Mein
Na Milataa Hai Pyaar Bazaaron Mein
Na Bikataa Hai Chain Dukaanon Mein
Dhuundh Rahe Ho Tum Jis Ko
Us Ko Baahar Mat Dhuundho
Man Ke Andar Dhuundho Pritam Pyaaraa Mil Jaayegaa
Tum Besahaaraa Ho To
Bhaayi Re
Ganga Aur Jamuna Ki Gahari Hai Dhaar
Aage Ya Pichhe Sabako Jaana Hai Paar
Dharati Kahe Pukaar Ke, Bij Bichha Le Pyaar Ke
Mausam Bita Jaay, Mausam Bita Jaay
Mausam Bita Jaay, Mausam Bita Jaay 2
Apani Kahaani Chhod Ja, Kuchh To Nishaani Chhod Ja
Kaun Kahe Is Or Tu Phir Aaye Na Aaye
Mausam Bita Jaay, Mausam Bita Jaay 2
Teri Raah Mein Kaliyon Ne Nain Bichhaaye
Daali Daali Koyal Kaali Tere Git Gaaye
Tere Git Gaaye
Apani Kahaani Chhod Ja, Kuchh To Nishaani Chhod Ja
Kaun Kahe Is Or Tu Phir Aaye Na Aaye
Mausam Bita Jaay, Mausam Bita Jaay 2
Ho Bhaayi Re
Nila Ambar Muskaaye, Har Saans Taraane Gaaye
Haay Tera Dil Kyon Murajhaaye
Ho Ho Ho Ho Ho
Man Ki Banshi Pe Tu Bhi Koyi Dhun Baja Le Bhaayi
Tu Bhi Muskura Le
Apani Kahaani Chhod Ja, Kuchh To Nishaani Chhod Ja
Kaun Kahe Is Or Tu Phir Aaye Na Aaye
Ho Bhaayi Re, Bhaayi Re, Bhaayi Re, O O
Mausam Bita Jaay, Mausam Bita Jaay 2
Laaga, Chunari Mein Daag, Chhupaau Kaise, Laaga, Chunari Mein Daag
Chunari Mein Daag, Chhupaau Kaise,
Ghar Jaau Kaise
Laaga, Chunari Mein Daag...
Ho Gayi Maili Mori Chunariya,
Kore Badan Si Kori Chunariya 2
Aa ... Jaake Baabul Se,
Nazarein Milaau Kaise, Ghar Jaau Kaise
Laaga, Chunari Mein Daag...
Bhool Gayi Sab Vachan Bida Ke Kho Gayi Main Sasuraal Mein Aake
Aa ... Jaake Baabul Se,
Nazre Milaau Kaise, Ghar Jaau Kaise
Laaga, Chunari Mein Daag...
Kori Chunariya Aatma Mori Mail Hai Maaya Jaal 2
Woh Duniya More Baabul Ka Ghar,
Ye Duniya Sasuraal
Haan Jaake, Baabul Se,
Nazre Milaau Kaise, Ghar Jaau Kaise
Laaga, Chunari Mein Daag...
Deewaaron Ka Jungle Jiska Aabaadi Hai Naam
Baahar Se Chup Chup Lagta Hai Andar Hai Koharaam
Deewaaron Ke Is Jangal Mein Bhatak Rahe Insaan
Apne Apne Ulajhe Daaman Jhatak Rahe Insaan
(Apni Vipada Chodke Aaye) 2
Kaun Kisi Ke Kaam
Baahar Se Chup Chup Lagta Hai Andar Hai Kohraam
(Seene Kaali Aankhen Sooni Cheharon Par Hairaani) 2
Jitne Ghane Hangaame Ismein Utni Ghani Veeraani
(Raaten Kaali Subahen Mujrim) 2
Mulzim Hai Har Shaam
Baahar Se Chup Chup Lagta Hai Andar Hai Koharaam
Ma: (Thahar Zara O Jaanevaale) 2
Babu Mistar Gore Kaale
Kab Se Baithe Aas Lagaaye
Ham Matavaale Paalishavaale
Ko: Thahar Zara O Jaanevaale
Babu Mistar Gore Kaale
Kab Se Baithe Aas Lagaaye
Ham Matavaale Paalishavaale ...
Aa: Ye Kaali Paalish Ek Aana
Ma: Ye Braaoon Paalish Ek Aana
Aa: Joote Ka Maalish Ek Aana
Aa/Ma: Har Maal Milega Ek Aana
Na Blaism Na Paakhaudi Hai
Na Pagadi Hai Na Chori
Chhoti Si Dukaan Lagaaye
Ham Matavaale Paalishavaale ...
Ma: Mehanat Ka Phal Mitha Mitha
Ko: Haan Bhai Haan Re
Ma: Bhaag Kisiika Rootha Jhootha
Ko: Na Bhai Na Re
Ma: Mehanat Ki Ek Rookhi Roti
Ko: Haan Bhai Haan Re
Ma: Aur Mufat Ki Dudh Malaai
Ko: Na Bhai Na Re
Laalach Jo Phokat Ki Khaaye
Laalach Jo Haraam Ki Khaaye
Ham Matavaale Paalishavaale ...
Ma: Pandit Ji Mantar Padate Hain
Vo Ganga Ji Nahalaate Hain
Ko: Ham Pet Ka Mantar Padate Hai
Joote Ka Muh Chamakaate Hai
Ma: Pandit Ko Paanch Chavanni Hai
Ko: Ham Ko To Ek Ikanni Hai
Ma: Phir Bhed Bhaav Ye Kaisa Hai
Ko: Jab Sab Ka Pyaara Paisa Hai
Oonch Neech Kuch Samajh Na Paaye
Ham Matavaale Paalishavaale ...
Aa Aa Aa Aa Re ...
(Aayo Kahaan Se Ghanashyaam ) 2
(Raina Bitaayi Kis Dhaam ) 2
Haay Raam
Aayo Kahaan Se ...
Haan ( Raat Ki Jaagi Re ) 2
Ankhiyaan Hain Tori
Raat Ki Jaagi Re Ankhiyaan Hain Tori
( Ho Rahi Gali Gali Jiya Ki Chori ) 2
Ho Nahi Jaana Badanaam Haay Raam
Aayo Kahaan Se ...
Saja Dhaja Tumhri Ka Kahoon Rasiya
Dhanidha Dha
Dhanidha Dha
Madhapa Gapama Remaga
Magasa Nisa Nisa Nisagamaga
Sagama Panigama
Panisa Gamagasa Ninipa Magasa Pa
Saja Dhaja Tumari Ka Kahoon Rasiya
( Aaise Lage Tere Haathon Mein Bansiya ) 2
( Jaise Kataari Liyo Thaam Haay Raam ) 2
Aayo Kahaan Se ...
Haan ( Main Na Kahoon Kachhu Mose Na Rootho ) 2
( Tum Kud Apane Jiyara Se Poonchho ) 2
Beeti Kahaan Pe Kal Shaam
Aayo Kahaan Se ...
Chorus
Na Chaahoon Sona Chaandi, Na Chaahoon Heera Moti
Yeh Mere Kis Kaam Ke
Na Maangoon Bangla Baadi, Na Maangoon Ghoda Gaadi
Yeh To Hain Bas Naam Ke
Deti Hai Dil De Badle Mein Dil Ke 2
(Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe, Ghe Re Saahiba
Pyaar Mein Sauda Nahin) 2
Male 1
Na Chaahoon Sona Chaandi, Na Chaahoon Heera Moti
Yeh Mere Kis Kaam Ke
Na Maangoon Bangla Baadi, Na Maangoon Ghoda Gaadi
Yeh To Hain Bas Naam Ke
Deta Hai Dil De Badle Mein Dil Ke 2
Male 2
(Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe, Ghe Re Saahiba
Pyaar Mein Sauda Nahin) 2
Na Jaanoon Mulla Kaji, Na Jaanoon Kaaba Kashi
Main To Hoon Prem Piyaasa Re
Mere Sapnon Ki Rani, Hogi Tumko Hairaani
Main To Tera Deewaana Re
Deti Hai Dil De Badle Mein Dil Ke 2
Chorus
(Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe, Ghe Re Saahiba
Pyaar Mein Sauda Nahin) 2
Pyaar Mein Sauda Nahin
(Ek Janib Shamm E Mehfil 2
Ek Janib Rooh E Jana
Girta Hain Dekhe Kaha Parwana) 2
Ek Janib Shamm E Mehfil
Ek Tu Ek Shola Charagon Ki Anjoman Mein
Ek Tu Rang E Jalwa Kisi Booth Ke Paakpan Mein
Ek Shola Ek Jalwa Aur Inmein Ek Deewana
Ek Janib Shamm E Mehfil
Ek Janib Rooh E Jana
Girta Hain Dekhe Kaha Parwana
Ek Janib Shamm E Mehfil
Uski Kya Hai Manzil Nahi Itna Bekhabar Bhi
Aaya Dilbaron Mein Toh Hain Kaafi Ek ???
Inn Nazron Ko Yaaron Kya Jaanu Main Anjaana
Ek Janib Shamm E Mehfil
Ek Janib Rooh E Jana
Girta Hain Dekhe Kaha Parwana
Ek Janib Shamm E Mehfil
Kya Kya Rang Nikale Haseenon Ki Saadgi Se
Itni Hai Shikayat Ke Milte Hain Ajnabi Se
Jo Aaisa Beparwaah Kya Usse Dil Uljhaana
Ek Janib Shamm E Mehfil
Ek Janib Rooh E Jana
Girta Hain Dekhe Kaha Parwana
Ek Janib Shamm E Mehfil
Ek Janib Rooh E Jana
Girta Hain Dekhe Kaha Parwana
Ek Janib Shamm E Mehfil
Jivan Se Lambe Hain Bandhu
Ye Jivan Ke Raste 2
Ik Pal Tham Ke Rona Hoga
Ik Pal Chalana Hans Ke
Ye Jivan Ke Raste
Jivan Se Lambe Hain Bandhu
Raahon Se Raahi Ka Rishata
Kitane Janam Puraana
Ek Ko Chalate Jaana Aage
Ek Ko Pichhe Aana
Mod Pe Mat Ruk Jaana
Bandhu
Doraahon Mein Phans Ke
Ye Jivan Ke Raste
Jivan Se Lambe Hain Bandhu
Din Aur Raat Ke Haathon Naapi
Naapi Ek Umariya
Saans Ki Dori Chhoti Pad Gayi
Lambi Aas Dagariya
Bhor Ke Manzil Waale
Uth Kar
Bhor Se Pahale Chalate
Ye Jivan Ke Raste
Jivan Se Lambe Hain Bandhu
Male:
( Jodi Hamari Jamega Kaise Jani) 2
Hum To Hai Angreji Tum Ladki Hindustani
Female:
(Tumko Bhi Mushkil Mujhe Bhi Pareshani) 2
Baat Mano Saiyan Ban Jao Hindustani
Male:
Jodi Hamari
Male:
(Angreji Mulak Mein Kitna Romance Hai
Baahar Ka Chokari Kitna Advance Hai) 2
Female:
(Dekhe Bina Kabhi Koi Ite Pyaar Se
Mukhde Pe Laaj Ka Aancharva Daar Ke )
Khilti Hai Ghunghat Mein Jawaani
Male:
(Jodi Hamari Jamega Kaise Jani) 2
Female:
Baat Mano Saiyan Ban Jao Hindustani
Male:
Jodi Hamari
Male:
(Bahoon Mein Tham Ke Do Ghanta Roz Mein
Tumko Shikhlayega Ulfat Ka Poz Mein) 2
Female:
Daiya Re Nain Ka Kajra Na Choot Jaye
Jhankoro Na Piya Jhumka Na Toot Jaye
Ro Degi Dekho Tumhare Dil Ki Rani
Tumko Bhi Mushkil Mujhe Bhi Pareshani 2
Male:
Hum To Hai Angreji Tum Ladki Hindustani
Jodi Hamari
Male:
Lau Mein Kaat Doon Lambi Lambi Yeh Lat Lau
Tumko To Hir Se Banana Hai Juliet 2
Female:
Yun Na Pagal Bano Dekho Re Balma
Chila Ke Shor Mein Kar Dungi Jalima
Zulfen Ghata Ki Na Dungi Mein Diwani
Male:
Jodi Hamari Jamega Kaise Jani 2
Hum To Hai Angreji Tum Ladki Hindustani
Female:
Tumko Bhi Mushkil Mujhe Bhi Pareshani
Baat Mano Saiyan Ban Jao Hindustani
Male:
Jodi Hamari
Posted By : Thaker Piyush
Khudgaz Duniya Mein Ye, Insaan Ki Pehchaan Hai
Jo Paraayi Aag Mein Jal Jaale, Woh Insaan Hai
Apne Liye Jeeye To Kya Jeeye 2
Tu Jee, Eh Dil, Zamaane Ke Liye
Apne Liye Jeeye To Kya Jeeyeâ¦
(Bazaar Se Zamaane Ke,
Kuchh Bhi Na Ham Kharidenge) 2
Haan, Bechkar Khushi Apni, Logo Ke Gham Kharidenge
Bujhte Diye Jalaane Ke Liye 2
Tu Jee, Eh Dil, Zamaane Ke Liye
Apne Liye Jeeye To Kya Jeeyeâ¦
Apni Khudi Ko Jo Samjha Usne Khuda Ko Pehchaana
Aazaad Fitratein Insaan, Andaaz Kyu Bhula Maana
Sar Ye Nahi Jhukaane Ke Liye 2
Tu Jee, Eh Dil, Zamaane Ke Liye
Apne Liye Jeeye To Kya Jeeyeâ¦
Himmat Buland Hai Apni Patthar Si Jaan Rakhte Hain
Qadmo Tale Zameen To Kya,
Ham Aasmaan Rakhte Hain
Girte Huwo Ko Uthhaane Ke Liye
Tu Jee, Eh Dil, Zamaane Ke Liye
Apne Liye Jeeye To Kya Jeeyeâ¦
Chal Aaftaab Lekar Chal Chal Mehtaab Lekar Chal 2
Tu Apni Ek Thhokar Mein Sau Inqalaab Lekar Chal
Zulm Aur Sitam Mitaane Ke Liye
Tu Jee, Eh Dil, Zamaane Ke Liye
Apne Liye Jeeye To Kya Jeeyeâ¦
Male
Tu Pyaar Ka Saagar Hai 2
Teri Ek Boond Ke Pyaase Hum 2
Lauta Jo Diya Tune 2
Chale Jaayenge Jahaan Se Hum 2
Chorus
Tu Pyaar Ka Saagar Hai 2
Teri Ek Boond Ke Pyaase Hum 2
Tu Pyaar Ka Saagar Hai
Male
Mm Mm Mm Mm Mm, Mm Mm Mm Mm Mm
Mm Mm Mm Mm Mm
Ghaayal Mann Ka Paagal Panchhi
Udne Ko Beqaraar 2
Pankh Hai Komal, Aankh Hai Dhundli
Jaana Hai Saagar Paar 2
Ab Tu Hi Isse Samjha 2
Raah Bhoole The Kahan Se Hum 2
Chorus
Tu Pyaar Ka Saagar Hai
Teri Ek Boond Ke Pyaase Hum 2
Tu Pyaar Ka Saagar Hai
Male
Mm Mm Mm Mm Mm, Mm Mm Mm Mm Mm
Mm Mm Mm Mm Mm
Idhar Jhoomke Gaaye Zindagi
Udhar Hai Maut Khadi 2
Koi Kya Jaane Kahan Hai Seema
Uljhan Aan Padi 2
Kaanon Mein Zara Keh De 2
Ke Aaye Kaun Disha Se Hum 2
Tu Pyaar Ka Saagar Hai
Teri Ek Boond Ke Pyaase Hum 2
Tu Pyaar Ka Saagar Hai 2
Abhi Toh Haath Mein Jaam Hai
Tohba Kitna Kaam Hai
Kabhi Mili Fursat Toh
Bhai Dekha Jayega
Duniya Ke Baarey Mein
Socha Jayega
Abhi Toh Haath Mein Jaam Hai
Jeene Se Pahele Kaun Marhey
Fikarey Subah Ki Kaun Karkey
Ghum Ki Raat Se Kaun Dharey
Abhi Suhani Shyam Hai
Tohba Kitna Kaam Hai
Kabhi Mili Fursat Toh Bhai
Dekha Jayega
Duniya Ke Baarey Mein
Socha Jayega
Abhi Toh Haath
Mein Jaam Hai
Thaka Hua Tha Main Jara
Utha Ke Botal Goot Barha
Utha Ke Botal Goot Barha
Toh Ab Jara Aaram Hai
Tohba Kitna Kaam Hai
Kabhi Mili Fursat Toh
Bhai Dekha Jayega
Duniya Ke Baarey Mein
Socha Jayega
Abhi Toh Haath Mein Jaam Hai
Phir Kahi Koyi Phool Khila, Chaahat Na Kaho Usko
Phir Kahi Koyi Deep Jala, Manzil Na Kaho Usko
Phir Kahi Koyi Phool Khila...
Man Ka Samundar Pyaasa Huwa, Kyu Kisi Se Maange Duwa 2
Lahero Ka Laga Jo Mela, Toofaan Na Kaho Usko
Phir Kahi Koyi Phool Khila...
Dekhe Sab Woh Sapne, Khud Hi Sajaaye Jo Hamne
Dil Unse Bahel Jaaye To, Raahat Na Kaho Usko
Phir Kahi Koyi Phool Khila...
Are He He He He He He He
He He
Bade Aaye Shikaari Shikaar Karane 2
In Bhole Bhaale Hiranon Pe
A Ha Ha Ha Ha
In Bhole Bhaale Hiranon Pe
Vaar Karane
Bade Aaye
A Haan
Bade Aaye Shikaari Shikaar Karane 2
Chitavan Ko Taan Jyunhi Khinchi Kamaan
Jyunhi Khinchi Kamaan
Apane Karejawa Ko Laaga Re Baan
Are Laaga Re Baan
Bhule Hai Ab To Ye Tan Man Ka Bhaan
Tan Man Ka Bhaan
Tadape Re Machhali Se Ab Inake Praan
Are Ho
Dekho Byaakul Hai Nain
Byaakul Hai Nain
Haay Mann Hai Bechain
Haay Haay Mann Hai Bechain
Kaise Kaatenge
E Rain
Aaye Kaahe The Dil Ko
O Ho Ho Ho Ho Ho
Kaahe Aaye The Dil Ko
Bimaar Karane
Bade Aaye
A Haan
Bade Aaye Shikaari Shikaar Karane 2
Ghaayal Banaane Ko Itana Udham
Itana Udham
Isake Liye Kya Ye Aankhein Thi Kam
Kya Ye Aankhein Thi Kam
Kisase Ye Nakhare Aur Kisase Ye Dam
Kisase Ye Dam
Kaisa Gajab Haay Kaisa Julam
Are Ho
Ab Badale Hai Rang
Ab Badale Hai Rang
Dekho Thirake Hai Ang
Dekho Thirake Hai Ang
Nahin Chhutega
E Sang
Aaye Kaahe Re Nainon Ko
A Ha Ha Ha Ha Ha
Aaye Kaahe Re Nainon Ko Chaak Karane
Bade Aaye
A Haan
Bade Aaye Shikaari Shikaar Karane 2
In Bhole Bhaale Hiranon Pe
O Ho Ho Ho Ho Ho
In Bhole Bhaale Hiranon Pe
Vaar Karane
Bade Aaye
A Haan
Bade Aaye Shikaari Shikaar Karane 2
Bade Aaye
Part 1:
Buddham Saranam Gachchhaami
Dham{}Mam Saranam Gachchhaami
Sangham Saranam Gachchhaami
Ghabaraae Jab Mann Anamol
Hriday Ho Uthe Daanvaadol
Ghabaraae Jab Mann Anamol
Aur Hriday Ho Danvaadol
Tab Maanav Tu Mukh Se Bol
Buddham Saranam Gachchhaami
Jab Ashaanti Ka Raag Uthe, Laal Lahu Ka Phaag Uthe
Hinsa Ki Vo Aag Uthe, Maanav Mein Pashu Jaag Uthe
Upar Se Muskaate Nar, Bhitar Zahar Rahe Hon Ghol
Tab Maanav Tu Mukh Se Bol, Buddham Saranam Gachchhaami
Part 2:
Jab Duhkh Ki Ghadiyaan Aaye.N
Sach Par Jhuth Vijay Paaye
Is Nirmal Paavan Mann Par
Jab Kalank Ke Ghan Chhaaye.N
Anyaayon Ki Aandhi Mein
Kaan Uthe Jab Tere Dol
Part 3
Ruth Gaya Jab Sun Ne Vaala
Kis Se Karuun Pukaar
Pyaar Kahaan Pahachaan Saka Ye
Ye Nirday Sansaar
Nirdayata Jab Le Le Dhaam
Daya Huyi Ho Antaryaam
Jab Ye Chhota Sa Insaan
Bhul Raha Apana Bhagavaan
Satya Tera Jab Ghabaraaye
Shradhdhha Ho Jab Daanvaadol
Part 4
Jab Duniya Se Pyaar Uthe, Nafarat Ki Deewaar Uthe
Maan Ki Mamata Par Jis Din, Bete Ki Talawaar Uthe
Dharati Ki Kaaya Kaanpe, Anbar Dagamag Uthe Dol
Tab Maanav Tu Mukh Se Bol, Buddham Saranam Gachchhaami
Part 5
Door Kiya Jis Ne Jan Jan Ke Vyaakul Mann Ka Andhiyaara
Jisaki Ek Kiran Ko Chhukar Chamak Utha Ye Jag Saara
Deep Saty Ka Sada Jale, Daya Ahinsa Sada Phale
Sukh Shaanti Ki Chhaaya Mein Jan Gan Man Ka Prem Pale
Bhaarat Ke Bhagawaan Buddha Ka Gunje Ghar Ghar Mantr Amol
He Maanav Nit Mukh Se Bol, Buddham Saranam Gachchhaami
Zindagi ...Kaisi Hai Paheli, Haaye
Kabhi To Hansaaye Kabhi Ye Rulaaye
Zindagi...
Kabhi Dekho Man Nahi Jaage Peechhe Peechhe Sapno Ke Bhaage
Ek Din Sapno Ka Raahi Chalaa Jaaye Sapno Ke Aage Kaha
Zindagi...
Jinhone Sajaaye Yaha Mele Sukh Dukh Sang Sang Jhele
Wahi Chunkar Khaamoshi Yu Chali Jaaye Akele Kaha
Zindagi...
Pyaas Thi Phir Bhi Taqaaza Na Kiya
Jaane Kya Soch Ke Aisa Na Kiya
Badhake Haathon Pe Utha Lena Tha
Tujhako Seene Se Laga Lena Tha
Tere Honthon Se Tere Gaalon Se
Mujhako Har Rang Chura Lena Tha
Jaane Kya Soch Ke Aisa Na Kiya
Haath Aanchal Se Jo Takara Jaata
Ek Rangeen Nasha Sa Chha Jaata
Tere Seene Pe Khuli Zulfon Ko
Choom Leta To Qaraar A Jaata
Jaane Kya Soch Kar Aisa Na Kiya
Eh Meri Zohra Jabeen, Tujhe Maalum Nahi
Tu Abhi Tak Hai Haseen Aur Main Jawaan
Tujhpe Qurbaan Meri Jaan Meri Jaan
Eh Meri Zohra Jabeenâ¦
Ye Shokhiyaan Ye Baankpan,
Jo Tujh Mein Hai Kahi Nahi
Dilo Ko Jeetne Ka Fan, Jo Tujh Mein Hai Kahi Nahi
Main Teriâ¦
Main Teri Aankho Mein Paa Gaya Do Jahaan
Eh Meri Zohra Jabeenâ¦
Tu Meethhe Bol Jaan E Man,
Jo Muskuraake Bol De
To Dhadhkano Mein Aaj Bhi,
Sharaabi Rang Ghol De
Oh Sanamâ¦
Oh Sanam Main Tera Aashiq E Jaawida
Eh Meri Zohra Jabeenâ¦
Koyi Kisi Ka Nahi Ye Jhoothhe,
Naate Hain Naato Ka Kya
Kasme Waade Pyaar Wafaa Sab,
Baatein Hain Baato Ka Kya
Hoga Masiha ...
Hoga Masiha Saamne Tere,
Phir Bhi Na Tu Bach Paayega
Tera Apnaâ¦
Tera Apna Khoon Hi Aakhir Tujhko Aag Lagaayega
Aasmaan Mein ...
Aasmaan Me Udne Waale Mitti Mein Mil Jaayega
Kasme Waade Pyaar Wafaa Sab, Baatein Hain Baato Ka Kya
Sukh Mein Tere ...
Sukh Mein Tere Saath Chalenge,
Dukh Mein Sab Mukh Modenge
Duniya Waale ...
Duniya Waale Tere Bankar Tera Hi Dil Todenge
Dete Hain ...
Dete Hain Bhagwaan Ko Dhokha,
Insaan Ko Kya Chhodenge
Kasme Waade Pyaar Wafaa Sab,
Baatein Hain Baato Ka Kya
Nirbal Se Ladaai Balwaan Ki 2
Ye Kahaani Hai Diye Ki Aur Toofaan Ki 2
Ik Raat Andhiyaari, Thi Dishaaye Kaari Kaari
Mand Mand Pawan Tha Chal Raha
Andhiyaare Ko Mitaane, Jag Mein Jyot Jagaane
Ek Chhota Sa Diya Tha Kahi Jal Raha
Apni Dhun Mein Magan, Uske Tan Mein Agan
Uski Lau Mein Lagan Bhagwaan Ki
Ye Kahaani Hai Diye Ki Aur Toofaan Ki
Kahi Door Tha Toofaan...
Kahi Door Tha Toofaan, Diye Se Tha Balwaan
Saare Jag Ko Masalne Machal Raha
Jhaad Ho Ya Pahaad, De Woh Pal Mein Ukhaad
Soch Soch Ke Zameen Pe Tha Uchhal Raha
Ek Nanha Sa Diya, Usne Hamla Kiya 2
Ab Dekho Lila Vidhi Ke Vidhaan Ki
Ye Kahaani Hai Diye Ki Aur Toofaan Ki
Duniya Ne Saath Chhoda, Mamta Ne Mukh Moda
Ab Diye Pe Ye Dukh Padne Laga 2
Par Himmat Na Haar, Man Mein Marna Vichaar
Atyaachaar Ki Hawa Se Ladne Laga
Sar Uthhaana Ya Jhukaana,
Ya Bhalaai Mein Mar Jaana
Ghadi Aayi Uske Bhi Imtehaan Ki
Ye Kahaani Hai Diye Ki Aur Toofaan Ki
Phir Aisi Ghadi Aayi 2, Ghanghor Ghata Chhaayi
Ab Diye Ka Bhi Dil Laga Kaanpne
Bade Zor Se Toofaan, Aaya Bharata Udaan
Us Chhote Se Diye Ka Bal Maapne
Tab Diya Dukhiyaara, Wah Bichaara Besahaara
Chala Daau Pe Lagaane, (Baazi Praan Ki) 4
Chala Daau Pe Lagaane, Baazi Praan Ki
Ye Kahaani Hai Diye Ki Aur Toofaan Ki
Ladte Ladte Woh Thaka, Phir Bhi Bujh Na Saka 2
Uski Jyot Mein Tha Bal Re Sachchaai Ka
Chaahe Tha Woh Kamzor, Par Tooti Nahi Dor
Usne Bida Tha Uthhaaya Re Bhalaai Ka
Huwa Nahi Woh Niraash, Chali Jab Tak Saans
Usse Aas Thi Prabhu Ke Wardaan Ki
Ye Kahaani Hai Diye Ki Aur Toofaan Ki
Sar Patak Patak, Pag Jhatak Jhatak
Na Hata Paaya Diye Ko Apni Aan Se
Baar Baar Waar Kar, Ant Mein Haar Kar
Toofaan Bhaaga Re Maidaan Se
Atyaachaar Se Ubhar, Jali Jyot Amar
Rahi Amar Nishaani Balidaan Ki
Ye Kahaani Hai Diye Ki Aur Toofaan Ki
Nirbal Se Ladaai Balwaan Ki
Ye Kahaani Hai Diye Ki Aur Toofaan Ki
Kasmei waade pyaar wafaa sab baate hai, baaton kaa kyaa?
Koee kisee kaa naheen ye zoothhe naate hai, naaton kaa kyaa?
Hogaa maseehaa saamane tere
Fir bhee n too bach paayegaa
Teraa apanaa khoon hee aakhir
Tuz ko aag lagaayegaa
Aasamaann mein udanewaale, mitatee mein mil jaayegaa
Sukh mein tere saath chalenge
Dukh mein sab muh ferenge
Duniyaawaale teraa banakar
Teraa hee dil todenge
pi bin suuna ri
patajhad jaisa jiwan mera
pi bin suuna ri
patajhad jaisa jiwan mera
pi bin suuna ri
man bin tan jyuun jal bin nadiya
jyuun main suuni bina sanwariya
man bin tan jyuun
auron ki to rain andheri - 2
par hai mera din bhi andhera
pi bin suuna ri
dha pa
dha pa ma
re ma pa dha pa
dha pa ma
ga ma pa ga re sa
ma re sa
re sa dha pa
dha pa re sa dha pa ma
ga re ma ma re ga re sa
ma pa dha dha pa dha pa ma
pa dha sa dha dha sa dha pa
sa re ma ma re ma re sa
ma re re sa dha pa
re sa dha pa ma re re sa
pi bin suuna ri
aayi madhu ritu basant bahaar ri - 2
phuul-phuul par bhramar guunjat
sakhin aaye nahin bhanwar hamaar re
aayi
madhu ritu basant bahaar ri
aayi madhu ritu basant bahaar
kab lag nainan dwaar sajaayuun - 2
dip jalaayuun dip bujhaayuun
kab lag karuun singaar ri
aayi
madhu ritu basant bahaar ri
aayi madhu ritu basant bahaar
aayi madhu ritu basant bahaar ri
Laaga, chunari mein daag, chhupaau kaise, laaga, chunari mein daag
Chunari mein daag, chhupaau kaise,
Ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...
Ho gayi maili mori chunariya,
Kore badan si kori chunariya - 2
Aa... jaake baabul se,
Nazarein milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...
Bhool gayi sab vachan bida ke kho gayi main sasuraal mein aake
Aa... jaake baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...
Kori chunariya aatma mori mail hai maaya jaal -2
Woh duniya more baabul ka ghar,
Ye duniya sasuraal
Haan jaake, baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise