Plot
A young boy Alex King is beaten and Abused by his stepfather, Karl. Alex finds refuge with his good buddies Mike and Phil. While he is hanging out with Phil and Mike at the garage they run, the town is taken over by mindless, flesh-eating zombies. The group have to fight their way through town to the local National Guard Armory to find safety, all while trying to find Alex's missing mother.
Keywords: gryphon's-egg, zombie
Sometimes the past has a way of digging itself up.
Rival gangs battle it out for the largest shipment ever!
Plot
Baron Victor Von Frankenstein has fallen on hard times; he was tortured at the hands of the Nazis for not cooperating with them during World War II and he is now badly disfigured. As his family's wealth begins to run out, the Baron is forced to allow a TV crew shooting a documentary on his monster-making ancestors to film at his castle in Germany. However, the Baron has some ideas of his own: using the money from the crew's rent he buys an atomic reactor and uses it to create a hulking monster, transplanting his butler's brain into the thing and using it to kill off the crew for more spare parts.
Keywords: ancestor, atomic-age, bust, castle, character-name-in-title, creature-feature, disfigurement, doctor-frankenstein, eyeball, film-within-a-film
The One...The Only KING OF MONSTERS as the new demon of the atomic age!
Baron Victor von Frankenstein: [Reading from his ancestor's stone memorial marker] "I, Frankenstein, began my work in the year 1740 A.D. with all good intentions and humane thoughts to the high purpose of probing the secrets of life itself with but one end, the betterment of mankind." [Speaking for himself] So wrote my ancestor, but first he had to learn how flesh is made. He had to discover the art of transplanting vital organs from human beings into his creature and knitting them together until they all had all the attributes of God-inspired birth. Of course, I must admit that perhaps he was not too scrupulous about where he got his raw material.
Douglas Row: Jealousy, jealousy, lover! Don't blame me because you're no longer an ingenue.::Judy Stevens: That's not exactly what you said when you married me.::Douglas Row: Well, I keep you on the payroll. i'm loyal.::Judy Stevens: Oh, yes, you're loyal to wives 1 through 4 inclusive. [Indicating beautiful actress Judy Stevens] Would you care to try your luck with 5?
Wilhelm Gottfried: [Pointedly to Dr. Frankenstein] What kind of deals do you have with the director of the morgue?
Judy Stevens: I put the toast in the oven.::Judy Stevens: [Condescendingly and sarcastically] Didn't that take an awful lot of courage, darling? After all, you never know who you'll find dead in an oven!
Carolyn Hayes: Organ music always makes me think of death!
Baron Victor von Frankenstein: [to Mike Shaw] This castle is filled with rare, old treasures. [Putting his hand on his shoulder in a condescending fashion] Feel free to browse, my friend.
Baron Victor von Frankenstein: Shuter, yours is not the brain that I would have chosen, but at least you are obedient.
Mike Shaw (May 9, 1957 – September 11, 2010) was a professional wrestler who was best known for his stint in World Championship Wrestling (WCW) as Norman The Lunatic, and as Bastion Booger in the World Wrestling Federation (WWF).
Mike Shaw started wrestling in 1981 in Vancouver's NWA All-Star Wrestling using the ring name Klondike Mike. In 1982, Shaw began wrestling under his real name for Stu Hart's Stampede Wrestling in Calgary, Alberta. He later changed his ring name to Makhan Singh, forming the stable "Karachi Vice" with Gama and Akam Singh, and feuded with the likes of Owen Hart, Bret Hart, and Chris Benoit.
In 1989 and 1990, he wrestled in World Championship Wrestling as Norman the Lunatic. He was managed by Theodore Long, who led him around with a giant key. This key was symbolic of Long's potential to recommit Norman to the insane asylum he came from if he did not follow orders. Norman eventually broke away from Long, and turned face (being renamed "Norman the Maniac"). He feuded with Kevin Sullivan, and even received title shots against NWA World champion Ric Flair. He later adopted a trucker gimmick ("Trucker Norm"), ostensibly in memory of his late father, a long-haul truck driver.
Daniel Bruce Poneman (born March 12, 1956) is currently the United States Deputy Secretary of Energy. Since 2001, Poneman was a Principal of The Scowcroft Group, a business advisory firm in Washington, D.C. Prior to that, Poneman was also a partner in the law firm of Hogan & Hartson.
Between 1993 and 1996, Poneman served as Special Assistant to the President and Senior Director for Nonproliferation and Export Controls at the National Security Council. He joined the NSC staff in 1990 as the Director of Defense Policy and Arms Control, after also serving as a White House Fellow in the United States Department of Energy.
Poneman received A.B. and J.D. degrees with honors from Harvard University, and an M.Litt. in politics from Oxford University. He is a graduate of Whitmer High School in Toledo, Ohio.
Daniel B. Poneman was nominated by President Barack Obama to be Deputy Secretary of Energy on April 20, 2009, and was confirmed by the United States Senate on May 18, 2009. Under the leadership of Secretary of Energy Steven Chu, Mr. Poneman also serves as Chief Operating Officer of the Department.
Chandi Ki Deewar Na Todi
Pyar Bhara Dil Tod Diya
Ek Dhanwan Ki Beti Ne
Nirdhan Ka Daman Chhodh Diya
Chandi Ki Deewar...
Kal Tak Jisne Kasme Khai
Dukh Mein Saath Nibhane Ki
Aaj Woh Apne Sukh Ki Khatir
Ho Gayi Ek Begaane Ki
Shehnaiyon Ki Goonj Mein Dab Ke
Reh Gayi Aah Deewane Ki
Dhanwano Ne Deewane Ka
Gam Se Rishta Jod Diya
Ek Dhanwan Ki Beti Ne...
Woh Kya Samjhe Pyar Ko Jinka
Sab Kuch Chandi Sona Hai
Dhanwano Ki Is Duniya Mein
Dil To Ek Khilon Hai
Sadiyon Se Hi Toot Ta Aaya
Dil Ka Bas Yeh Rona Hai
Jab Tak Chaha Dil Se Khela
Aur Jab Chaha Tod Diya
Ek Dhanwan Ki Beti Ne ...
Duniya Waalon Se Door Jalnewaalon Se Door
Aaja Aaja Chalen Kahin Door ...Kahin Door...Kahin Door
Jo Pyar Ka Jahan Hai, Har Dil Pe Meharban Hai
Kuchh Aur Yeh Zameen Hai, Kuchh Aur Aasmaan Hai
Na Zulm Ka Nishan Hai , Na Gam Ki Dastaan Hai
Har Koi Jisko Samjhe Woh Pyar Ki Zubaan Hai
Duniya Waalon Se...
Ulfat Ki Raagini Mein Mastani Bekhudi Mein
So Jayange Do Dil Ulfat Ki Chandni Mein
Phir Kya Karegi Duniya, Jal Jal Maregi Duniya
Taaron Mein Do Sitare Dekha Karegi Duniya
Duniya Waalon Se...
Haathon Mein Haath Dale Khud Ko Bina Sambhale
Niklenge Hum Jidhar Se Ho Jayenge Ujaale
Chanda Kahega Haskar Seene Par Haath Rakhkar
Woh Ja Rahe Hain Dekho Do Pyar Karne Waale
Duniya Waalon Se...
Mu : Yaad Rahega Pyaar Ka Ye Rangeen Zamaana Yaad Rahega
La : Is Duniya Mein Chhoti Si Apani Duniya Basaana Yaad Rahega
Ho Yaad Rahega Pyaar ...
Mu : Ek Hain Ham Aur Ek Rahenge Sukh Mein Bhi Aur Dukh Mein Bhi
La : Jab Tak Hai Saanson Ka Bandhan Ye Bandhan Toote Na Kabhi
Mu : Janam Janam Ye Rasmein Nibhaane Ki Qasamein Khaana Yaad Rahega
Do : Ho Yaad Rahega Pyaar ...
La : Apane Jahaan Mein Madhur Haseen Ki Goonj Kabhi Na Maand Pade
Mu : Jo Bhi Qadam Badhata Hai Apana Ek Dooje Ki Or Badhe
La : Pyaar Mein Chhup Ke Do Saayon Ka Ek Ho Jaana Yaad Rahega
Do : Ho Yaad Rahega Pyaar ...
Kya Hai Mera Naam Na Poochho Gir Jaayenge Jaam Na Poochho
Kaun Hoon Main Ye Jaan Ke Sabako Lag Jaayegi Tharathari
Ye Duniya Ek Nambari To Main Das Nambari
Is Mahafil Mein Kis Par Kya Rang Chadha Sab Jaanoon
Kaun Chhupa Kis Bhesh Mein Pyaare Main Sabako Pahachaanoon
Kya Hai Mera Naam ...
Loot Ke Jisaka Ghar Baithe Ho Mahal Sajaaye Apana
Usaka Lahu Pukaar Raha Hai Yaar Bachoge Kitana
Zulm Hain Jitane Raat Aur Din
Ke Loonga Badale Sab Gin Gin
Are Bade Badon Ki Kar Di Tabeeyat Hari
Ye Duniya Ek Nambari ...
Part 2:
Kahat Kabeer Suno Bhai Saadho Baat Kahu Main Khari
Ye Duniya Ek Nambari To Main Das Nambari 2
Ek Nanbar Ka Haath Dikhaaya Jab Kah Ke Jay Kaali
Kitane Hi Sethon Ki Bhaari Jeben Ho Gaeen Khaali
Do Nambar Hai Aur Niraala Dekhoon Aur Khul Jaaye Taala
Ud Ke Jeb Mein A Jaaye Hare Not Ki Pari
Ye Duniya Ek Nambari ...
Nambar Teen Ka Chamatkaar Dekho Jab Phenkoon Patta
Sabaki Tabeeyat Karoon Saaf Dilli Ho Ya Kalakatta
Chauthe Ne Raah Gazab Ka Jhaansa Aap Kiya Dooje Ko Phaansa
Kabhi Kabhi To Pulis Ko Ulte Dikhalaaoon Hathakadi
Ye Duniya Ek Nambari ...
Paanchava Nambar Zulm Ka Dushman Main Dukhiyon Ka Saathi
Chhatha Desh Ke Gaddaaron Se Chheen Loon Ghar Ki Baati
Nambar Saath Kare Jo Danga Ek Haath Mein Kar Doon Changa
Langadi Tangadi Chhuree Kataari Sab Rah Jaayen Dhari
Ye Duniya Ek Nambari ...
Kala Aathaveen Ye Hai Ki Main Pyaar Se Milata Sabase
Pyaar Ki Kaatir Insaan Kya Hai Lad Jaaoon Main Rab Se
Navaan Jo Mile Mujhe Haseena Nau Din Tak Na Ruke Paseena
Aur Nambar Das Das
Likha Hai Ye To Har Thaane Mein Sifat Hai Kyaa Kya Deevaane Mein
Jitani Oongaliyaan In Haathon Mein Utani Jaadugari
Ye Duniya Ek Nambari ...
Dil Se Tujhko Bedili Hai
Mujhko Hai Dil Ka Guroor
Tu Yeh Maane Ya Na Maane
Log Maanenge Zaroor
Yeh Mera Deewanapan Hai
Ya Mohabbat Ka Suroor
Tu Na Pehchaane To Hai Yeh
Teri Nazron Ka Kusoor
Yeh Mera Deewanapan ...
Dil Ko Teri Hi Tamanna
Dil Ko Hai Tujhse Hi Pyar
Chaahe Tu Aaye Na Aaye
Hum Karenge Intezaar
Yeh Mera Deewanapan...
Aise Veerane Mein Ek Din
Ghut Ke Mar Jayenge Hum
Jitna Ji Chaahe Pukaro
Phir Nahin Aayenge Hum
Yeh Mera Deewanapan...
Hum Tumse Mohabbat Karke Sanam,
Duniya Ka Fasana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri Ek Jam Piya
Phir Hosh Mein Aana Bhool Gaye
Jab Dekh Li Teri Mast Nazar
Maikhane Ka Rasta Chhodh Diya
Zulfon Pe Teri Jab Aankh Padhi
Sawan Ka Zamana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri...
Aye Husn Teri Ulfat Ne Hamein
Pahuncha Diya Aisi Manzil Pe
Kadmon Pe Tere Ek Sajda Kiya
Phir Sar Ko Uthaana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri...
Gokul Ki Ek Naar Chhabeeli
Jamuna Tat Par Aai Re
Gora Badan Aur Patali Kamariya
Chaal Chalat Ithalaai Re
Pag Paayal Ne Runu Jhunu Runu Jhunu
Meethe Sur Mein Gaai Re
Puravaiya Ne Chhed Ke Saadi
Sar Se Kuch Sarakaai Re
Choti Khul Ke Laharaai Hai
Jyoon Naagan Balakhaai Re
It Ut Dhoondhe Apane Pi Ko
Sudh Budh Kuch Bisaraai Re
Maano Raadhe Prem Ki Moorat
Dhoondhe Krishna Kanhaai Re
Chanchal Sheetal Nirmal Komal Sangeet Ki Devi Svar Sajani 2
Sundarata Ki Har Pratima Se Badhakar Hai Tu Sundar Sajani
Chanchal Sheetal ...
Kahate Hain Jahaan Na Ravi Pahunche Kahate Hain Vahaan Par Kavi Pahunche
Tere Rang Roop Ki Chhaaya Tak Na Ravi Pahunche Na Kavi Pahunche
Main Chhoone Lagoon Tu Ud Jaaye Pariyon Se Tere Par Sajani
Chanchal Sheetal ...
Cho : Aa Aa Aa Aa Aa Hn
Tere Rasavanti Honthon Ka Main Geet Koi Ban Jaaoonga
Saragam Ke Phoolon Se Tere Sapanon Ki Sej Sajaaoonga
Doli Mein Baith Ke Aayegi Jab Tu Saajan Ke Ghar Sajani
Chanchal Sheetal ...
Aisa Lagata Hai Toot Gae Sab Taare
Gore Gore Ik Chanda Se Rangeen Badan Se Lipat Gae
Cho : O
Mu : Banakar Nath Kangan Karadhaniya Ghungharu Jhumake Jhoomar Sajani
Mu, Cho : Chanchal Sheetal ...
Cho : Chanchal Sheetal Nirmal Komal
Mu : Sangeet Ki Devi Svar Sajani 2
Mu : Pyaar Ka Fasaana Bana Le Dil Deewaana 2
Kuch Tum Kaho Kuch Ham Kahen 2
La : Pyaar Ka Fasaana ...
Mu ; Aisa Na Ho Baagon Se Bahaar Chali Jaaye
Kalee Kali Ho Ke Beqaraar Chali Jaaye
Aisi Rut Bina Kie Pyaar Chali Jaaye
Isiiliye To Kaha Hai
La : Pyaar Ka Fasaana ...
Mu : Chhoti Si Hai Aaj Ki Hamaari Mulaaqaat
La : Han Han
Mu : Ye Na Ho Ki Ji Mein Rah Jaaye Ji Ki Baat
Jaane Phir Kab Koi Dekhe Hamein Saath
Isiiliye To Kaha Hai
La : Pyaar Ka Fasaana ...
Aji O Taash Ke Baawan
Patte Panje Chhakke Satte
Sab Ke Sab Harjaai Main To Lut Gaya
(Main To Lut Gaya Raam Duhaai) 2
Taash Ke Baavan ...
Daan Yateemon Ko Deta To
Daani Main Kahalaata
(Khush Ho Jaati Biwi Jo
Uske Gahane Banawata) 2
Maine Kaagaz Ki Begam
Se Kaahe Aankh Ladaai
Main To Lut Gaya ...
Apne Dil Ka Chain Bhi
Haara Aur Daulat Bhi Haari
(Maalik Ne Insaan Banaya
Main Ban Gaya Juaari) 2
Gali Gali Mein Ho Gayi
Yaaron Aaj Meri Rusawaai
Main To Lut Gaya ...
Khush Raho, Har Khushee Hain Tumhaare Liye
Chhod Do Aansooon Ko Humaare Liye
Kyon Udaasee Kee Tasaweer Banakar Khade
Gam Uthhaane Ko Duniyaan Mein Hum To Pade
Muskuraane Ke Din Hain, Naa Aahen Bharo
Mere Hote Naa Khud Ko Pareshaan Karo
Bijalee Chamake Tumhen Dar Kee Kyaa Baat Hain
Roshanee Kee Yahee To Shuruwaat Hain
Tootanee Hain Jo Bijalee Meraa Sar To Hain
Jo Andhere Hain Beghar, Meraa Ghar To Hain
Tum Bahaaron Se Shikawaa Naa Karanaa Kabhee
De Do Kaante Humein Fool Le Lo Sabhee
Fool Koee Kuchal Jaaye Jab Bhool Mein
Soch Lenaa Ke Hum Mil Chooke Dhool Mein
Namaste
(Ye Shahar Bada Alabela
Har Taraf Hasinon Ka Mela) 2
(Par Aur Bhi Hai Kuchh Aage
Tu Chala Chal Akela) 2
(Singaapor) 3
Javaan Shahar Yeh Dilavaalon Ka
Hamaare Jaise Matavaalon Ka
Gale Mile Sab Yahaan Pe Aakar
Nahin Bhed Gore Kaalon Ka
Niyummaa Ye Shahar Bada...
(Singaapor) 3
Yeh Muskaraati Natakhat Gudiyaan
Yeh Husn Vaali Mithi Chhuriyaan
Zara Der Ko Sab Chakaraaen
Kahaan Se Aain Itani Pariyaan
Namaste Ye Shahar Bada...
(Singaapor) 3
Jidhar Se Guzare Ham Masti Men
Bahaar Aai Us Basti Men
Chalen Pyaar Ke Naghamen Gaate
Hai Ghar Kisi Dil Ki Dilli Men
Niyummaa Ye Shahar Bada...
(Singaapor) 3
Paani Re Paani Tera Rang Kaisa
Jisamein Mila Do Lage Us Jaisa
Paani Re Paani O Paani Paani Re Paani O
Is Duniya Mein Jeene Vaale Aise Bhi Hain Jeete
Rookhee Suukhi Khaate Hain Aur Thanda Paani Peete
Is Duniya Mein ...
Tere Ek Hi Ghoont Se Milata Jannat Ka Aaraam
Paani Re
Bhookhe Ki Bhookh Aur Pyaas Jaisa
Paani Re Paani ...
O Paani Paani Re Paani O O
O O O Ho Ho Ho
Ganga Se Jab Mile To Banata Gangaajal Tu Paavan
Baadal Se Tu Mile To Rimajhim Rimajhim Barase Saavan
Saavan Aaya Saavan Aaya
Saavan Aaya Saavan Aaya Rimajhim Barase Paani
( Aag Si Odhakar Aag Pahanakar ) 2 Pighali Jaaye Javaani
Kaheen Pe Dekho Chhat Tapakati Jeena Hua Haraam
Paani Re Paani ...
Duniya Banaane Vaale Rab Jaisa
Paani Re Paani ...
O Paani Paani Re Paani O O
Vaise To Har Rang Mein Tera Jalava Rang Jamaaye
Jab Tu Phire Ummeedon Par Tera Rang Samajh Na Aaye
Kali Khile To Jhat A Jaaye Patajhad Ka Paigaam
Paani Re Paani ...
Sau Saal Jeene Ki Ummeedon Jaisa
O Paani O
Paani Re Paani ...
Paani Re Paani
O Paani Paani Re Paani O
Mera Juta Hai Jaapaani, Ye Patalun Ingalistaani
Sar Pe Laal Topi Rusi, Phir Bhi Dil Hai Hindustaani
Mera Juta Hai...
Nikal Pade Hain Khuli Sadak Par
(Apana Seena Taane) 2
Manzil Kahaan Kahaan Rukana Hai
(Upar Vaala Jaane) 2
Badhate Jaayen Ham Sailaani, Jaise Ek Dariya Toofaani
Sar Pe Laal Topi Rusi, Phir Bhi Dil Hai Hindustaani
Mera Juta Hai...
Upar Niche Niche Upar
(Lahar Chale Jivan Ki) 2
Naadaan Hain Jo Baith Kinaare
(Puchhen Raah Vatan Ki) 2
Chalana Jivan Ki Kahaani, Rukana Maut Ki Nishaani
Sar Pe Laal Topi Rusi, Phir Bhi Dil Hai Hindustaani
Mera Juta Hai...
Honge Raaje Raajakunvar Ham
(Bigade Dil Shahazaade) 2
Ham Sinhaasan Par Ja Baithe
(Jab Jab Karen Iraade) 2
Surat Hai Jaani Pahachaani, Duniya Vaalon Ko Hairaani
Sar Pe Laal Topi Rusi, Phir Bhi Dil Hai Hindustaani
Mera Juta Hai...
Sataayegaa Kise Tuu Aasamaan Jab Ham Nahin Honge
Diye Hain Tuune Aise Gam Kabhi Jo Kam Nahin Honge
(Sitaare Tuutane Se Aasamaan Kaa Kyaa Bigadataa Hai,
Aasamaan Kaa Kyaa Bigadataa Hai) 2
Kami Kyaa Hogi Duniyaa Mein Agar Ik Ham Nahin Honge
Sataayegaa
(Hain Jab Tak Ham Tabhi Tak Dushmani Hai Ham Se Duniyaa Ko,
Dushmani Hai Ham Se Duniyaa Ko) 2
Yahi Duniyaa Hamen Dhuundhegi Ham Jis Dam Nahin Honge
Sataayegaa
O Mera Rang De Basanti Chola Mera Rang De Hai
O Mera Rang De Basanti Chola Oye Rang Besamaan Hai
Basanti Chola Maai Rang De Basanti Chola (2)
Mera Rang De Basanti Chola
Dam Nikale Is Desh Ki Khaatir Bas Itna Armaan Hai (2)
Ek Baar Is Raah Mein Marna Sau Janmon Ke Samaan Hai
Dekh Ke Veeron Ki Qurabaani Apna Dil Bhi Bola
Mera Rang De Basanti Chola
O Mera Rang De Basanti Chola Mera Rang De
O Mera Rang De Basanti Chola Oy Rang De Basanti Chola
Maai Rang De Basanti Chola
Jis Chole Ko Pahan Shivaaji Khele Apni Jaan Pe
Jise Pehan Jhaansi Ki Raani Mit Gayi Apni Aan Pe
Aaj Usi Ko Pehan Ke Nikla Pehan Ke Nikala
Aaj Usi Ko Pehan Ke Nikla Ham Mastano Ka Tola
Mera Rang De Basanti Chola
O Mera Rang De Basanti Chola Mera Rang De
O Mera Rang De Basanti Chola Oy Rang De
Basanti Chola Maai Rang De Basanti Chola (2)
(Piye Jaao Jiye Jaao) 2 Na Jit Apani Na Haar Apani
Mujhe Kaanton Men Rahane Do Sambhaalo Tum Bahaar Apani
Piye Jaao Jiye Jaao
Manzil Bhuule Chalate Chalate Raakh Udaa Di Apani Jalate Jalate
Aage Pichhe Yaad Kaa Saayaa Apanaa Paraayaa Koi Saath Na Aayaa
Pyaar Ki Raahen Suuni Raahen Kaun Sunegaa Pukaar Apani
Piye Jaao Jiye Jaao
Saathi Bichhade Gulashan Chhuutaa Haath Men Aate Aate Daaman Chhuutaa
Ulati Sidhi Baat Na Puuchho Dharm Na Dekho Meraa Jaat Na Puuchho
Ishq Kaa Mazahab Sabako Taare Aise Ye Duniyaa Sanvaar Apani
Piye Jaao Jiye Jaao
Paayaa Kyaa Hai Honaa Kyaa Hai Luut Le Jo Bhi Chaahe Ronaa Kyaa Hai
Apanaa Koi Saathi Nahin Hai Haath Men Tere Unakaa Haath Nahin Hai
Tuu Bhi Akelaa Dil Bhi Tanahaa Raat Kahin Bhi Guzaar Apani
Piye Jaao Jiye Jaao
Mukesh:
Pyaar Mein Tumne Dhoka Sikha Ye To Bataao Kaise
Shamshad:
Oye Phool Se Ek Bhanware Ko Uda Kar, Meine Kaha Ki Aise
Mukesh:
Dil Ka Jalaana Sikha Tumne,Ye To Bataao Kaise
Shamshad:
Shamm' A Pe Jalata Tha Parwaana, Mein Ne Kaha Ki Aise
Mukesh:
Eji Pyaar Mein Tum Ne........
Mukesh:
Tum Hansate Ho, Hum Rote Hai,Zulm Ye Sikha Kaise
Shamshad:
Hanse Phool Aur Roye Shabnam, Meine Kaha Ke Aise
Mukesh:
Eji Pyaar Mein Tum Ne........
Mukesh:
Pyaar Sikha Kar Chhupana Sikha Ye To Bataao Kaise
Shamshad:
Jhalak Dikhaa Kar Chhup Gaee Bijali, Meine Kaha Ki Aise
Mukesh:
Eji Pyaar Mein Tum Ne........
Mukesh:
Kismat Mein Bichhadnaa Tha, Huyi Kyon Un Se Mulaaqaat Re
Geeta:
Na Rooth Ke Mujhse Jaa, Ke Mera Dil Nahin Mere Haath Re
Mukesh:
Kismat Mein Bichhadnaa Tha, Huyi Kyon Un Se Mulaaqaat Re
Geeta:
Tu Koun Hai Ye Maaloom Nahin 2
Phir Dil Kyon Tujhe Bulaata Hai
Taqdeer Ne Chhoda Saath, Magar
Tu Chhod Na Mera Saath Re
Mukesh:
Kismat Mein Bichhadnaa Tha, Huyi Kyon Un Se Mulaaqaat Re
Mukesh:
Mein Apana Sab Kuchh Kho Baitha 2
Kya Pyaar Men Tera Bigada Re
Geeta:
Tu Aa Ke Dekh Ek Baar,Hai Meri
Aankhon Me Barsaat Re
Mukesh:
Kismat Mein Bichhadnaa Tha, Huyi Kyon Un Se Mulaaqaat Re
Mukesh:
Yaad Aa Ke Na Rastaa Rok Mera 2
Mujhe Jaane De, Mujhe Jaane De
Geeta:
Ek Baar Lout Ke Aa, Thaam Le
Aa Kar Mera Haath Re
Mukesh:
Kismat Mein Bichhadnaa Tha, Huyi Kyon Un Se Mulaaqaat Re
Mukesh:
Tumhaare Liye Huye Badnaam
Na Bhoole Phir Bhi Tumhaara Naam
Tum Jaano Ya Na Jaano
Tumhaari Marazi,Tumhaari Marazi
Shamshad:
O...O...O...
Jaao Ji Jaao Aaye Bade
Muhobbat Karnewaale,Muhobbat Karnewaale
Hamen Chhod Kar Bich Nadi Men
Paar Utar Ne Waale, Paar Utar Ne Waale
Mukesh:
Chaahe Laakh Do Ilzaam
Ham To Kab Se Bane Ghulaam
Tum Maano Ya Na Maano
Tumhaari Marazi,Tumhaari Marazi
Shamshad:
Tum Pardesi ,Pardesi
Tum Pardesi, Tum Harjaaee,Phir Kya Ham Se Mel
Jaao Jaa Kar Aur Kisi Se Khelo Pyaar Ka Khel
Mukesh:
Hmein Auron Se Kya Kaam
Tumhaare Bina Nahin Aaraam
Tum Maano Ya Na Maano
Tumhaari Marazi,Tumhaari Marazi
Shamshad:
O...O...O...
Tum Bhi Zara Jalane Ka Maza Lo
Hamein Jalaane Waale, Hamein Jalaane Waale
Ham Kya Jaane Koun Ho Tum,
O Hamein Manaane Waale, Hamein Manaane Waale
Mukesh:
Ham To Aayenge Subah O Shaam
Ham To Karenge Roz Salaam
Pehchaano Na Pehchaano
Tumhaari Marazi,Tumhaari Marazi
Tumhaare Liye Huye Badnaam..........
Mukesh:
Tu Mahel Men Rahenewaali,
Mein Kutiyaa Men Rahenewaala,
Phir Tera Mera Pyaar Kya
Phir Tera Mera Pyaar Kya
Tu Aasmaan Ka Taara, 2
Mein Ek Zarra Bechaara,
Bataa Phir Tera Mera Pyaar Kya
Phir Tera Mera Pyaar Kya
Shamshad:
O...O...O..
Mere Dil Men Pyaar Ki Aag Piya Haay Lagi Rahi 2
Lagi Rahi 3
Mein Khol Ke Khidaki Mahel Ki Haay Re
Khadi Rahi 3
Mukesh:
Tu Hansti Khadi Us Par 2
Meri Naav Bich Majhadhaar
Bataa Phir Tera Mera Pyaar Kya
Phir Tera Mera Pyaar Kya
Shamshad:
O...O...O..
Teri Mithi Mithi Yaad Mere Dil Men Haay E Haay
Aati Rahi 3
Meri Bhigi Bhigi Ankhiyon Se Nindiyaa Haay E Haay
Jaati Rahi 3
Mukesh:
Teri Jhoothi Hai Har Baat 2
Tu Chhod Gayee Mera Saath,
Bataa Phir Tera Mera Pyaar Kya
Phir Tera Mera Pyaar Kya
Shamshad:
Jab Rim Jhim,Rim Jhim,Rim Jhim 2
Barkhaa Haay E Haay
Hoti Rahi 3
Mein Saawan Ke Baadlon Ke Sang Sang Haay Re
Roti Rahi 3
Mukesh:
Tu Khel Samajh Kar Roti 2
Tere Aansoo Mahel Ke Moti 2
Bataa Phir Tera Mera Pyaar Kya
Mukesh:
Tu Mahel Men Rahenewaali,
Mein Kutiyaa Men Rahenewaala,
Phir Tera Mera Pyaar Kya
Phir Tera Mera Pyaar Kya
Main Dhoondhataa Hoon Jin Ko Raaton Ko Khayaalon Mein
Wo Muz Ko Mil Sake Naa Subah Ke Ujaalon Mein
Suhaanee Pyaar Kee Baaten, Mere Diladaar Kee Baaten
Kabhee Ikaraar Kee Baaten, Kabhee Inkaar Kee Baaten
Yek Dard Saa Chhupaa Hain, Dil Ke Haseen Chhaalon Mein
Jo Yoon Barabaad Hote Hain, Wo Kab Aabaad Hote Hain ?
Dila Ye Naashaad Hote Hain, Wo Yek Farayaad Hote Hain
Ulazaa Huaa Hoon Kab Se, Gam Ke Ajeeb Jaalon Mein
Mukesh:
Do Ankhiyaan Jhuki Jhuki Si 2
Kaliyon Se Naazuk Honthon Par Kavitaa Ruki Ruki Si
Do Ankhiyaan Jhuki
Sharamaati Palakon Mein Sapane Jab Aankh Michauli Khelein
Laharaati Zulfen Mukhade Ko Saaye Mein Jab Le Lein
Ik Kushbuu Udi Udi Si
Do Ankhiyaan Jhuki
Lata:
Mere Dil Ki Kaamoshi Mein Halachal Kaun Machaaye
Ik Dhundhali Si Tasvir Bane Aur Banakar Mit Jaaye
Ik Hasarat Dabi Dabi Si
Mukesh:
Do Ankhiyaan Jhuki
Ek Pal Laage Apani Apani Aur Duje Pal Begaani
Kuchh Anjaani Si Surat Hai Kuchh Jaani Pahachaani
Paas Aakar Chhupi Chhupi Si
Do Ankhiyaan Jhuki
Koee Jab Tumhaaraa Hriaday Tod De
Tadapataa Huaa Jab Koee Chhod De
Tab Tum Mere Paas Aanaa Pirye
Meraa Dar Khulaa Hai, Khulaa Hee Rahegaa, Tumhaare Liye
Abhee Tum Ko Meree Jarurat Nahee, Bahot Chaahanewaale Mil Jaayenge
Abhee Rup Kaa Yek Saagar Ho Tum Kanwal Jitane Chaahogee Khil Jaayenge
Darpan Tumhe Jab Daraane Lage, Jawaanee Bhee Daaman Chhoodaane Lage
Tab Tum Mere Paas Aanaa Pirye
Meraa Sar Zukaa Hai, Zukaa Hain Rahegaa, Tumhaare Liye
Koee Sharta Hotee Naheen Pyaar Me, Magar Pyaar Sharton Pe Tum Ne Kiyaa
Najar Mein Sitaare Jo Chamake Jaraa, Buzaane Lagee Aaratee Kaa Diyaa
Jab Apanee Najar Mein Hee Girane Lago, Andhero Mein Apane Hee Ghirane Lago
Tab Tum Mere Paas Aanaa Pirye
Ye Deepak Jalaa Hai, Jalaa Hee Rahegaa Tumhaare Liye
Duniyaan Se Jaanewaale, Jaane Chale Jaataa Hain Kahaa
Kaise Dhoondhe Koee Un Ko, Nahee Kadamon Ke Bhee Nishaan
Jaane Hain Wo Kaun Nagareeyaa, Aaye Jaaye Khat Naa Khabareeyaan
Aaye Jab Jab Un Kee Yaaden, Aaye Hothhon Pe Farayaade
Jaa Ke Fir Naa Aanewaale, Jaane Chale Jaate Hain Kahaa
Mere Bichhade Jeewan Saathee, Saathee Jaise Dipak Baatee
Muz Se Bichhad Gaye Tum Ayese, Saawan Ke Jaate Hee Jaise
Ud Ke Baadal Kaale Kaale, Jaane Chale Jaate Hain Kahaa
Taubaa Ye Matavaali Chaal
Jhuk Jaae Phuulon Ki Daal
Chaand Aur Suuraj Aakar Maangen
Tujhase Rang E Jamaal
Hasinaa! Teri Misaal Kahaan
Sitam Ye Adaaon Ki Raanaaiyaan Hain
Qayaamat Hai Kyaa Teri Angadaaiyaan Hain
Bahaar E Chaman Ho, Ghataa Ho Dhanak Ho
Yeh Sab Teri Suurat Ki Parachhaiyaan Hain
Ke Tan Se, Udataa Gulaal Kahaan
Hoon Main Bhi Divaanon Kaa Ik Shahazaadaa
Tujhe Dekhakar, Ho Gayaa Kuchh Zyaadaa
Khudaa Ke Lie Mat Buraa Maan Jaanaa
Yeh Lab Chhuu Liye Hain, Yuun Hi Be Iraadaa
Nashe Men Itanaa Kayaal Kahaan
Yehi Dil Men Hai Tere Nazadik Aa Ke
Miluun Tere Palakon Pe Palake Jhukaa Ke
Jo Tujh Saa Hasin Saamane Ho To Kaise
Chalaa Jaauun Pahaluu Men Dil Ko Dabaa Ke
Ki Meri Itani Majaal Kahaan
Sabse Bada Naadaan Wohi
Hai Jo Samjhe Naadaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi
Hai Jo Samjhe Naadaan Mujhe
Kaun Kaun Kitne Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi
Hai Jo Samjhe Naadaan Mujhe
Kaun Kaun Kitne Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi Hai
Daulat Hai Tere Kadmon Mein
Kismat Hain Tere Hathon Mein
Khushiyan Hai Teri Palkon Mein
Masti Hain Teri Aankhon Mein
Sab Kuchh Tujhko Malik Ne Diya
Mein Tujhko Kya De Sakta Hoooon
Ek Roop Ko Bhent Ki Rishwat Se
Na Lagta Hai Apmaan Mujhe
Kaun Kaun Kitni Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi Hai
Koi Shaan Ki Khatir Paise Ko
Pani Ki Tarah Bahaata Hai
Kahin Bin Kimat Malik Ka Diya
Pani Paise Se Bikta Hai
Is Sabha Ke Sunder Cehron Se
Raunak To Badhti Hai Lekin
Raunak Wale Chehron Ke
Pichhe Mile Hain Dil Sunsaan Mujhe
Kaun Kaun Kitni Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi Hai
Dharam Karam Sabhita Mariyada
Nazar Na Aai Mujhe Kahin
Geeta Gyaan Ki Baatein
Dekho Aaj Kisi Ko Yaad Nahin
Maaf Mujhe Kar Dena Bhaiyon
Jhuthh Nahi Main Bolungaa
Wohi Kahoonga Aap Se Jo
Geeta Se Mila Hai Gyaan Mujhe
Kaun Kaun Kitni Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi
Hai Jo Samjhe Naadaan Mujhe
Kaun Kaun Kitne Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi Hai
Aaya Na Humko Pyar Jatana
Pyar Kabhi Se Tujhe Karte Hain
Bhola Pan Tera Bha Gaya Humko
Saadgi Par Teri Marte Hain
Jisne Hamare Dil Ko Samjha
Woh Ek Tera Hi Dil Hai
Tera Aanchal Bas
Apni Yahi To Manzil Hai
Bhola Pan Tera ...
Surat Acchi Sirat Acchi
Tu To Ek Hai Lakhon Mein
Khud Pe Bharosa Badh Jaata Hai
Jab Tere Saath Gujarte Hain
Bhola Pan Tera ...
Ek Hi Jeevan Mein To Dil Ki
Pyaas Bujha Nahin Payenge
Tujko Phir Paane Ke Liye
Hum Aagle Janam Mein Aayange
Pyar Amar Hai Amar Hi Rahega
Marne Wale Insaan Marte Hain
Bhola Pan Tera ...
Dil Jalata Hai To Jalane De
Aansu Na Baha Fariyaad Na Kar
Dil Jalata Hai To Jalane De
Tu Parada Nasheen Ka Aashiq Hai
Yoon Naam E Vafa Barabaad Na Kar
Dil Jalata Hai To Jalane De
Maasoom Najar Ke Teer Chala
Bismil Ko Bismil Aur Bana
Ab Sharm O Haya Ke Parade Mein
Yoon Chhup Chhup Ke Bedaad Na Kar
Dil Jalata Hai To Jalane De
Ham Aas Lagaaye Baithe Hain
Tum Vada Karake Bhool Gaye
Ya Soorat Aake Dikha Jaao
Ya Kaha Do Hamako Yaad Na Kar
Dil Jalata Hai, Dil Jalata Hai, Dil Jalata Hai ...
Saath Kisiike Koi Kab Aata Hai
Saath Kisiike Kab Jaata Hai
Pal Do Pal Ka Saath Sabhi Ka
Pal Do Pal Ka Naata Hai
Kachche Ghade Jaisi Ye Duniya
Paar Kisi Ko Taare Kya
Khud Hi Sahaara Dhoondhane Vaale
Tujhako Denge Sahaare Kya 2
Jo Na Mile Kya Usaka Gam
Jab Mile Hue Kho Jaate Hain
Sapane Nahi Jis Neend Ke Andar
Aisi Neend So Jaate Hain 2
Aansoo Bhari Hain Yeh Jeevan Ki Raahen
Koi Unse Keh De Hamein Bhool Jaayen
Aansoo Bhari Hain...
Waade Bhula De Kasam Tod De Woh
Haalat Pe Apni Hamein Chhod De Woh
Aise Jahaan Se Kyon Hum Dil Lagaayen
Koi Unse Keh De...
Barbaadiyon Ki Ajab Daastan Hoon
Shabnam Bhi Roye Maein Woh Aasman Hoon
Tumhe Ghar Mubarak, Hamein Apni Raahen
Koi Unse Keh De...
Mu : Dilli Hai Dil Hindustaan Ka
Ye To Teerath Hai Saare Jahaan Ka
Dilli Hai Dil ...
La : Kahane Ko Chhota Sa Ik Naam Hai Yah
Socho To Isake Matalab Hazaar
Dil Se Bana Hai Dilli Jabhi To Karata Hai
Dil Se Sabhi Ko Pyaar
Cho : Dil Se Bana Hai ...
Mu : Pyaara Hai Roos Ingalistaan Ka
Cho : Ye To Teerath Hai ...
Mu : Bikhara Hai Itihaas Galiyon Mein Isaki
Sadiyon Ke Baaki Yahaan Par Nishaan
Hogi Kashish Kuch Maati Mein Isaki
Baapu Ne Tyaage Yaheen Par Jo Praan
Cho : Hogi Kashish Kuch ...
Mu : Kya Kahana Isaki Shaan Ka
Cho : Ye To Teerath Hai ...
La : Charcha Hai Isaka Saare Jahaan Mein
Beshaq Yahi To Bhaarat Ka Taaj
Mu : Shobha Hai Is Taaj Ki Vo Javaahar
Jisaka Hamaare Dilon Par Hai Raaj
Cho : Shobha Hai Is Taaj ...
La : Raxak Bhaarat Ki Aan Ka
Cho : Ye To Teerath Hai ...
Mu : Na Milate Ham To Kaho Tum Kidhar Gaye Hote
La : Tumhaara Pyaar Na Milata To Mar Gaye Hote
Agar Aise Mein Ham Na Tumhen Pa Jaate
Chhupaaye Munh Ko Andhere Mein Ashq Barasaate Ham Ashq Barasaate
Mu : Vo Ashq To Meri Aankhon Mein Bhar Gaye Hote
La : Tumhaara Pyaar Na ...
Mu : Hamein To Furaqat Mein Isi Gam Ne Maara
Meri Bahaar Bhatakati Phiregi Aavaara Phiregi Aavaara
La : Tumhaari Raah Mein Hote Jidhar Gaye Hote
Mu : Na Milate Ham To ...
La : Jaane Phir Kya Hota Ye Na Poochho Hamase
Zamaana Chheen Hi Leta Hamein Agar Tumase 2
Mu : Deewane Phir To Koi Kaam Kar Gaye Hote
La : Tumhaara Pyaar Na ...
Dil Hi Bujha Hua Ho To Fasl E Bahaar Kya
Saaqi Nacha, Sharaab Hansa, Ab ??? Kya
Duniya Chale Chala Hai Jab Hasaraton Ka Bojh
Saathi Nahin Hai, Sar Pe Gunaahon Ka Bojh Kya
Dil Hi Bujha Hua
Baad E Pana Quzun ? Hai Naam O Nishaan Kisike
Jab Ham Nahin Rahe To Rahega Mazaar Kya
Dil Hi Bujha Hua
Chandan Saa Badan Chanchal Chitawan
Dheere Se Teraa Ye Musakaanaa
Muze Dosh Naa Denaa Jagawaalon
Ho Jaaoo Agar Main Deewaanaa
Ye Kaam Kamaan Bhawe Teree
Palako Ke Kinaare Kajaraare
Maathepar Sindooree Suraj
Hothhon Pe Dahakate Angaare
Saayaa Bhee Jo Teraa Pad Jaaye
Aabaad Ho Dil Kaa Wiraanaa
Tan Bhee Sundar, Man Bhee Sundar
Too Sundarataa Kee Murat Hai
Kisee Aaur Ko Shaayad Kam Hogee
Muze Teree Bahot Jarurat Hai
Pahale Bhee Bahot Dil Tarasaa Hai
Too Aaur Naa Dil Ko Tarasaanaa
Mu : Tum Pyaar Se Dekho Ham Pyaar Se Dekhen
Jeevan Ke Andhere Mein Bikhar Jaaye Ujaala
Sha : Tum Pyaar Se Dekho ...
Mu : Ham Tum Par Jo Bhaari The Vo Din Beet Gae Hain
Matavaali Dagar Pe Jo Mile Meet Nae Hain
Sha : Kushiyon Ki Lahar Aur Chaand Jod Gai Hai
Ham Pyaar Karane Vaalon Ki Duniya Hi Nai Hai 2
Mu : Tum Pyaar Se Dekho
Sha : Ham Pyaar Se Dekhen
Do : Jeevan Ke Andhere ...
Ko : Tum Pyaar Se Dekho ...
Mu : Phir Aaj Dhadakata Hua Dil Bol Raha Hai
Phir Se Kaheen Ud Jaane Ko Par Khol Raha Hai
Sha : Nagari Javaan Aramaanon Ki Ye Premanagar Hai
Har Dil Uchhal Raha Hai Mohabbat Ka Asar Hai
Mu : Tum Pyaar Se Dekho
Sha : Ham Pyaar Se Dekhen
Do : Jeevan Ke Andhere ...
Ko : Tum Pyaar Se Dekho ...
Aa:
Bhare Hain Aankh Mein Aansuu Kushi Kam Hoti Jaati Hai
Mu:
Vo Kyaa Bichhade Hain Hamase Zindagi Kam Hoti Haati Hai
Kahaan Jaayen Kidhar Jaayen Nigaahon Mein Andheraa Hai
Tamannaa Zindagi Ki Ab To Dil Mein Soti Jaati Hai
Bhare Hain Aankh Mein
Mu:
Muqaddar Ban Ke Bigadaa Hai Gilaa Duniyaa Se Kyaa Kije
Aa:
Hamaaraa Dil Dhadakataa Hai Zaraa Aavaaz To Dije
Tumhaaraa Naam Le Le Kar Mohabbat Roti Jaati Hai
Bhare Hain Aankh Men
Hai Ye Zamin Hamaari Vo Aasamaan Hamaaraa
Lo Aaj Vaqt Badalaa Saaraa Jahaan Hamaaraa Hai
Hai Ye Zamin Hamaari
Ham Jis Taraf Chale Hain Duniyaa Badal Gayi Hai
Tuufaan Hat Gayaa Hai Aandhi Sambhal Gayi Hai
Karataa Hai Naaz Khud Par Har Ek Javaan Hamaaraa
Lo Aaj Vaqt Badalaa
Kashti Ko Le Chale Maujon Pe Ham Kushi Ki
Aavaaz Aa Rahi Hai Kaanon Mein Zindagi Ki
Roke Nahin Rukegaa Ab Kaaravaan Hamaaraa
Lo Aaj Vaqt Badalaa
Ye Chimaniyaan Milon Ki Ye Taaj Ki Minaaren
Gangaa Ki Bahati Mauj Jamanaa Ke Tej Dhaare
Dharati Kaa Zarraa Zaraa Hai Raazadaan Hamaaraa
Lo Aaj Vaqt Badalaa
Paigaam De Rahe Hain Ham Sabako Dosti Kaa
Dankaa Bajaa Rahe Hain Ham Duniyaa Mein Shaanti Kaa
Insaaniyat Kaa Jhandaa Hai Ab Nishaan Hamaaraa
Lo Aaj Vaqt Badalaa
Hum Ne Apanaa Sab Kuchh Khoyaa, Pyaar Teraa Paane Ko
Chhod Diyaa Kyo Pyaar Ne Tere, Dar Dar Bhatakaane Ko
Wo Aansoo Jo, Bah Naheen Paaye
Wo Baaten Jo, Kah Naheen Paaye
Dil Mein Chhupaaye Firate Hain Hum Ghootakar Mar Jaane Ko
Us Kee Rahe Too, Jis Kee Ho Lee
Tuz Ko Mubaarak, Pyaar Kee Dolee
Baithh Gaye Hum Gam Kee Chitaa Par, Jindaa Jal Jaane Ko
Har Dil Jo Pyaar Karega, Voh Gaana Gaayega 2
Deewana Sekdon Mein Pehchaana Jaayega 2
Deewana
Aap Hamaare Dil Ko Churaakar Aankh Churaaye Jaate Hain
Yeh Ek Tarfa Rasm E Vafa Hum Phir Bhi Nibhaaye Jaate Hain
Chaahat Ka Dastoor Hai Lekin Aap Ko Hi Maaloom Nahin, O
Jis Mehfil Mein Shamma Ho Parwaana Jaayega
Deewana Sekdon Mein Pehchaana Jaayega
Deewana
Har Dil Jo Pyaar Karega, Voh Gaana Gaayega
Deewana Sekdon Mein Pehchaana Jaayega
Deewana
Bhooli Bisri Yaadein Mein Hanste Gaate Bachpan Ki
Raat Beraat Chali Aati Hai Neend Churaane Nainan Ki
Ab Keh Doongi Karte Karte Kitne Saawan Beet Gaye, Ho
Jaane Kab In Aankhon Ka Sharmaana Jaayega
Deewana Sekdon Mein Pehchaana Jaayega
Deewana
Har Dil Jo Pyaar Karega, Voh Gaana Gaayega
Deewana Sekdon Mein Pehchaana Jaayega
Deewana
Apni Apni Sabne Keh Li, Lekin Hum Chupchaap Rahe
Dard Paraaya Jisko Pyaara, Voh Kya Apni Baat Kahe
Khaamoshi Ka Yeh Afsaana Reh Jaayega Baad Mere, O
Apna Ke Har Kisi Ko Begaana Jaayega
Deewana Sekdon Mein Pehchaana Jaayega
Har Dil Jo Pyaar Karega, Voh Gaana Gaayega
Deewana Sekdon Mein Pehchaana Jaayega
Deewana
Deewana
Dost Dost Na Raha, Pyaar Pyaar Naa Raha
Zindagi Hamein Tera, Aitbaar Na Raha, Aitbaar Na Raha
Amaanatein Main Pyaar Ki, Gaya Tha Jisko Saunp Kar
Woh Mere Dost Tum Hi The, Tumhi To The
Jo Zindagi Ki Raah Me Bane The Mere Hamsafar
Woh Mere Dost Tum Hi The, Tumhi To The
Saare Bhed Khul Gaye, Raazdaar Na Raha
Zindagi Hamein Tera, Aitbaar Na Raha, Aitbaar Na Raha
Dost Dost Na Raha...
Safar Ke Waqt Mein Palak Pe Motiyo Ko Taulti
Woh Tum Na Thi To Kaun Tha Tumhi To Thi
Nashe Ki Raat Dhhal Gayi Ab Khumaar Na Raha
Zindagi Hamein Tera, Aitbaar Na Raha, Aitbaar Na Raha
Dost Dost Na Raha...
O Mehbooba O Mehbooba
O Mehbooba Tere Dil Ke Paas Hi Hai Meri Manzil Emaqsood
Vo Kaun Si Mahafil Hai Jahaan Tu Nahin Maujood
O Mehbooba...
Guzarun Main Idhar Se Kabhi, Guzarun Main Udhar Se
Milata Hai Har Ik Raasata, Jaa Kar Tere Dar Se
O Mehbooba ...
Baahon Ke Tujhe Haar Main Pahanaaunga Ik Din
Sab Dekhate Rah Jaayenge, Le Jaaunga Ik Din
O Mehbooba...
Kis Baat Se Naaraaz Ho, Kis Baat Ka Hai Gham
Kis Soch Men Doobi Ho Tum, Ho Jaayega Sangam
O Mehbooba...
Mere Man Ki Ganga Aur Tere Man Ki Jamuna Ka
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Are Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Nahin...Nahin...Nahin
Kitni Sadiyan Beet Gayi Hain Hai Tujhe Samjhane Mein
Mere Jaisa Dheeraj Wala Hai Koi Aur Zamane Mein
Dil Ka Badhta Bojh Kabhi Kam Hoga Ke Nahin
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Nahin...Nahin...Kabhi Nahin...Chup
Do Nadiyon Ka Mail Agar Itna Paavan Kehlata Hai
Kyon Na Jahan Do Dil Milte Hain
Swarg Wahin Ban Jata Hai
Har Mausam Hai Pyar Ka Mausam Hoga Ke Nahin
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Jaoo Na Kyon Satate Ho...Hoga ...Hoga... Hoga.
Chal Akelaa, Chal Akelaa, Chal Akelaa
Teraa Melaa Peechhe Chhootaa Raahee Chal Akelaa
Hajaaro Meel Lanbe Raasate, Tuz Ko Bulaate
Yahaa Dukhade Sahane Ke Waasate Tuz Ko Bulaate
Hai Kaun Saa Wo Insaan Yahaa Par Jisane Dukh Naa Zelaa
Teraa Koee Saath Naa De To, Too Khud Se Pareet Jod Le
Bichhaunaa Dharatee Ko Kar Ke, Are Aakaash Odh Le
Yahaa Pooraa Khel Abhee Jeewan Kaa Toone Kahaa Hain Khelaa
Jis Dil Mein Basa Tha Pyar Tera
Us Dil Ko Kabhi Ka Tod
Diya, Hay, Tod Diya
Badanam Na Hone Denge Tujhe
Tera Nam Hi Lena Chhod
Diya, Hay, Chhod Diya
Jis Dil Mein Basa Tha Pyar Tera
Jab Yad Kabhi Tum Aoge
Samajhenge Tumhen Chaha Hi Nahin
Rahon Mein Agar Mil Jaoge
Sochenge Tumhen Dekha Hi Nahin
Jo Dar Pe Tumhare Jati Thin
Un Rahon Ko Hamane
Chhod Diya Hay, Chhod Diya
Jis Dil Mein Basa Tha Pyar Tera
Ham Kaun Kisi Ke Hote Hain
Koi Hamako Yad Karega Kyun
Apane Do Ansu Bhi Ham Par
(Koi Barabad Karega Kyun) 2
Us Manjhi Ko Bhi Gila Hamase
Manjhadhar Mein Jisane
Chhod Diya, Hay, Chhod Diya
Jis Dil Mein Basa Tha Pyar Tera ...
Mera Pyar Bhi Tu Hai, Yeh Bahaar Bhi Tu Hai
Tu Hi Nazron Mein Jaane Tamanna
Tu Hi Nazaaron Mein
Jaagi Nazar Ka Khwaab Hai Jaisa
Dekh Milan Ka Din Hai Suhanaa
Aankh To Tere Jalwon Mein Goom Hai
Dekhoon Tujhe Ya Dekhoon Zamaana
Bekhud Hai Deewana
Mera Pyar...
Manzil Mere Dil Ki Yahi Hai
Saaya Jahaan Dildaar Hai Tera,
Parbat Parbat Teri Baahein
Gulshan Hi Gulshan Pyar Hai Tera
Mehke Hai Aanchal Mera
Mera Pyar ...
Husna Ye Jaanaan Idhar Aa, Aaeenaa Hoo Main Teraa
Mai Sawaarungaa Tuze, Saare Gam De De Muze
Bheegee Palaken Naa Zookaa, Aaeenaa Hoo Main Teraa
Kitane Hee Daag Uthhaye Toone
Mere Dinaraat Sajaaye Toone
Choom Loo Aa Main Teree Palakon Ko
De Doo Ye Umar Teree Julfon Ko
Le Ke Aakhon Ke Diye, Muskuraa Mere Liye
Meree Tasaweer Ye Wafaa, Aaeenaa Hoo Main Teraa
Teree Chaahat Hain Ibaadat Meree
Dekhataa Rahataa Hoo Soorat Teree
Ghar Tere Dam Se Hain Mandir Meraa
Too Hain Dewee, Main Poojaaree Teraa
Sajade Sau Baar Karu, Aa Tuze Pyaar Karu
Meree Aagosh Mein Aa, Aaeenaa Hoo Main Teraa
Mu : Nain Dvaar Se Man Mein Vo Aake Tan Mein Aag Lagaaye 2
La : Haay Rasiya Haay Re
Koi Chhaliya Chhal Kie Jaaye
Jiyara Lie Jaaye Chain Nahi Aaye
Haay Koi Chhaliya Chhal ...
Mu : Nain Dvaar Se Man Mein ...
Nain Raseele Chaand Sa Mukhada Sundar Roop Suhaana
Par Bedardi Dard Na Samajhe Jaane Bas Tadapaana
Phir Bhi Man Tadapaane Vaala Man Ka Meet Kahaaye
La : Haay Rasiya Haay Re ...
Mu : Jab Vo Aaye Lekar Aaye Din Mein Chaand Sitaare
Jab Vo Jaaye Lekar Jaaye Sab Aramaan Hamaare
La : Haay Rasiya Haay Re ...
La : Haay Ji Ik Chhaliya
Ko : Kaun Tera Rasiya Jo Dil Lie Jaaye
La : Haay Ji Ik Chhaliya Jo Man Ko Bhaaye
Cho : Jiyara Lie Jaaye 3
La : Haay Ri Koi Chhaliya ...
Haan Deewana Hoon Main 2
Gam Ka Maara Hua
Ik Begaana Hoon Main
Haan Deewana Hoon Main
Maangi Khushiyaan Magar Gam Mila Pyaar Mein
Dard Hi Bhar Diya Dil Ke Har Taar Mein
Aaj Koi Nahi Mera Sansaar Mein
Chhod Kar Chal Diye Mujhko Majhadhaar Mein
Haay Teer E Nazar Ka Nishana Hoon Main
Haan Deewana Hoon Main ...
Main Kisika Nahi Koi Mera Nahi
Is Jahaan Mein Kaheen Bhi Basera Nahi
Mere Dil Ka Kaheen Bhi Andhera Nahi
Mere Is Shaam Ka Hai Savera Nahi
Hay Bhula Hua Ik Fasana Hoon Main
Haan Deewana Hoon Main ...
Sansaar Hai Ik Nadiyaa, Duhkh Sukh Do Kinaare Hain
Na Jaane Kahaan Jaayen, Ham Bahate Dhaare Hain
Chalate Hue Jeevan Kee, Raftaar Mein Ik Lay Hai
Ik Raag Mein Ik Sur Mein, Sansaar Ki Har Shay Hai
Sansaar Ki Har Shay Hai ...
Ik Taar Pe Gardish Mein, Ye Chaand Sitaare Hain
Dharati Pe Ambar Ki Aankhon Se Barasati Hai
Ik Roz Yahi Boonden, Phir Baadal Banati Hain 2
Is Banane Bigadane Ke Dastoor Mein Saare Hain
Koi Bhi Kisi Ke Lie, Apana Na Paraaya Hai
Risshte Ke Ujaale Men, Har Aadami Saaya Hai 2
Kudarata Ke Bhi Dekho To, Ye Khel Puraane Hain
Hai Kaun Vo Duniya Men, Na Paap Kiya Jisane
Bin Ulajhe Kaanton Se, Hain Phool Chune Kisane
Hain Phool Chune Kisane ...
Be Daag Nahi Koee, Yahaan Paapi Saare Hain